Beautiful Shayari

Tum Se Kitna Pyar Hai Dil Mein Utar Ke Dekh Lo

Sunday, March 06, 2016


Apne Raton Se Meri Ratein Badal Ke Dekh Lo,
Tum Se Kitna Pyar Hai Dil Mein Utar Ke Dekh Lo.

तुम से कितना प्यार है दिल में उतर के देख लो,
न यकीन आये तो फिर दिल बदल के देख लो,
हम ने अपनी हर सांस पैर नाम तेरा लिख दिया,
एक तुझे पाने की खातिर खुद को पागल कर दिया,
इश्क में तुम भी सनम हद से गुज़र के देख लो,
तुम से कितना प्यार है दिल में उतर के देख लो,
जाने क्यूँ सारे जहां से हो गयी बेखबर,
जब से तुम आँखों में आये जगती है ये नज़र,
अपने रातों से मेरी रातें बदल के देख लो,
तुम से कितना प्यार है दिल में उतर के देख लो.




Collecting & Presented By :
Smart Boy
   

Beautiful Shayari

Phir Ajnabi Fizaon Se Joda Gaya Mujhe

Saturday, March 05, 2016

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group


Phir Ajnabi Fizaon Se Joda Gaya Mujhe,
Mein Phool Thi So Shaakh Se Toda Gaya Mujhe,

Khushbu Ki Tarah Jeena Bhi Asaan To Na Tha,
Phool Se Katra Katra Nichorra Gaya Mujhe,
Mitti Ke Bartanon Ki Tarah Sari Zindagi,
Tora Gaya Mujhe, Kabhi Jorra Gaya Mujhe,
Hathon Mein Somp Di Mere Kaghaz Ki Ek Nao,
Darya Ke Tez Dhare Pe Choda Gaya Mujhe.


फिर अजनबी फिजाओं से जोड़ा गया मुझे,
में फूल थी सो शाख से तोडा गया मुझे,
खुशबु की तरह जीना भी आसान तो न था,
फूल से कतरा कतरा निचोड़ा गया मुझे,
मिटटी के बर्तनों की तरह सारी ज़िन्दगी,
तोडा गया मुझे, कभी जोड़ा गया मुझे,
हाथों में सोंम्प दी मेरे काग़ज़ की एक नाओ,
दरया के तेज़ धारे पे छोड़ा गया मुझे.



Collecting & Presented By :
Smart Boy
   

Beautiful Shayari

Miss you................?

Friday, March 04, 2016

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group


I miss you.
I miss your warm eyes,
the way you listen and care.
I miss your kisses
and all that we share.


I miss you.
I miss the touch of your hand,
so reassuring and sincere,
and the moments we spend together,
that I hold dear


I miss you.
I miss all of the caring
things you do,
and spending the evening
alone with you.


I miss you.
I look forward to tomorrow
knowing that then,
I'll be one day closer
to seeing you again.


You must have
guessed it by now...
I miss you!

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Collecting By :
Ravi Attri

Beautiful Shayari

SACHAA DILDAR CHAHIYE...!!

Thursday, March 03, 2016

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group


Na jameen, na sitare, na chand, na raat chahiye,
Dil me mere basne wala kisi dost ka pyaar chahiye..

Na dua, na khuda, na haato me koi talwar ho,
Mushibat me kisi ek pyaare saathi ka haatho me haat chahiye..

Khahoon na me kuch, samjh jaaye wo sab kuch,
Dil me uske apne liye eshey jazzbaat chahiye..

Us dost ko chouat lagne par hum bhi do anshoo bahane ka haak rahkhe,
Or humhare un anshoo ko pochane wala ushi ka roomaal chahiye..

Me to tayaar hoon har tufaan ko theyarr kar paar karne k liye,
Bas shahil par intzaar karta hua ek sachaa dildar chahiye..

Ulajh se jati hai zindagi ki kasti duniya ki mazajdaar me,
Is bhawar se paar utarne k liye kisi k naam k patwaar chahiye

Akele koi bhi safar kaatna muskil ho jata hai aashiqe
Mujhe bhi is lambe rasthe par ek humsafar chahiye

Yun to dost ka tamgaa apne naam k saat laga kar goomta hoon,
Par koi to kahe sache maan se apna dost esha ek dildaar chahiye .....

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Collecting By :
Ravi Attri

Beautiful Shayari

Main Jeet Kar Hari Wo Haar Kar Bi Jeet Gaia

Wednesday, March 02, 2016

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group


Main jeet kar hari wo haar kar bi jeet gaia
wo mere dill or damag par chah gaia
muje naaz tha bohat khud par
wo mere garoor ko khak main mila gaia
marte rahe husan wale aaj tak mujh par
wo mujhe apna deewan bana gaia
mohabat karna mujhe kaha aata tha
wo mujhe muhabat karna sehkha gaia
zina rehne ki kab talab thee baki
wo zinda rehna sehkha gaia
main andehroon main bhatakti rahi
wo meri zindagi main shamah jala gaia
Dukh bhari dastan thi meri
wo meri jholi main khushian dall gaia
meri her gazal us ke naam hai
wo mujhe or mere kalum ko nai zaban sehkha gaia

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Collecting By :
Aleena

Contact Us

Name

Email *

Message *