Bewafa

Kabhi Gham yun bhi hota hai

Thursday, December 03, 2015

Beautiful Shayari, Shayari, Beautiful Shayari, Sad Shayari, Love Shayari, Dard Shayari, Pyar Shayari, Mohabbat Shayari, Kinds of Shayari, Nazm, Gazal, Shayari, Poem, Awesome Shayari, Couple Shayari,  Wedding Shayari, Hindi Shayari, English Shayari, Dil Ki Baat Shayari Ke Sath, Indian Shayari, Mehndi Shayari, Awesome Shayari, Golden Collection of Shayari, Origional Writers Shayari, Hindi Sad Shayari, Tanhai Shayari, Judai Shayari, Bewafai Shayari, Toote Dil Ki Shayari, Broken Heart Shayari, Udaas Shayari, Dard Bhari Shayari, Sad Shayari In Hindi,  Shayari in Text, Loneliness  Shayari, 2 Lines Shayari, Hindi Shayari Collection, Heart Touching Shayari, Broken Heart Shayari, General Shayari, Judai Shayari, Dil ki baat shayari ke sath, shayari sacche zajbaat, gazal, nazm, poem


K sansain toot jati hain
Kisi ki raah tak tak ker
Nigahain sookh jati hain
Jinhen ana ho jeewan main
Wohi aanay nahi patey
Jinhen ana ho khuwabon mein
Woh rastay bhool jatay hain
Kabhi Gham yun bhi hota hai
Jahan dil apna khilta hai
Wahin mausam badalta hai
Humain jo naam lena ho
Amanat aur ki ho woh
Humain jo baat kerni ho
Sira woh mil nahin pata
Kabhi Gham yun bhi hota hai
Jahan phoolon ki aahat ho
Khizan bhi tan k aati hai
Koi dharkan sunaaye gi
Humain kya raaz ki batain
Kabhi jab aankh dil per ho
To Dil hi mil nahin patey
Kabhi Gham yun bhi hota hai
K lawaa beh nahiN pata
Khwahish aisi hoti hai
Mager hum roo nahi saktey
Sar-e-maqtal kharay ho ker
Kabhi Tum ko pukarain to
Sada’ain mil nahi saktiin
Kabhi Gham yun bhi hota hai
K mar janey ko Dil chahay
Koi marney nahi deta
Kabhi Gham yun bhi hota hai
Humain hi gham kyun hota hai
Usay Gham kyun nahi hota!!!!!!!!!!


Collected By :
! ! ! Shaiprajapati ! ! !

Bhopal Gas Kand

Bhopal gas tragedy

Thursday, December 03, 2015


Bhopal Gas Tragedy, Bhopal 3 December, Bhopal Gas Kand


 Almost 30 years since the Bhopal gas leak tragedy and there seems to be no respite for the victims and their families. From the struggle of living with disability to the struggle of getting compensation from the government- every day is a fight for survival. On the 28th anniversary of the Bhopal tragedy, we bring you the story of one such victim.


http://l3.yimg.com/bt/api/res/1.2/h7kTOxBMcV6WZ65R6wBxgw--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/10/23/97427125-10-jpg_073150.jpg

Sachin Kumar crawls on his hands and knees after playing a game of cricket with his friends in a slum near the site of the deserted Union Carbide factory in Bhopal.


http://l2.yimg.com/bt/api/res/1.2/GtYS3vUaBifYqGb2y1Gk0g--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/10/23/97427153-10-jpg_073200.jpg

Twenty-eight years after an explosion causing a mass gas leak, in the Union Carbide factory in Bhopal, killed at least eight thousand people, toxic material from the 'biggest industrial disaster in history' continues to affect Bhopalis.



http://l2.yimg.com/bt/api/res/1.2/YzDwCzkZ89tauPbzBePYNw--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/10/23/97427131-10-jpg_073150.jpg

A new generation is growing up sick, disabled and struggling for justice. The effects of the disaster on the health of generations to come, both through genetics, transferred from gas victims to their children and through the ongoing severe contamination, caused by the Union Carbide factory, has only started to develop visible forms recently.


http://l3.yimg.com/bt/api/res/1.2/2WdDjUCT3RUoyzh.NluOgg--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/10/23/97427140-10-jpg_073150.jpg

8 year old Annan is carried by Nafiza Bee co-ordinator of the Chingari Trust clinic and he suffers from cerebral palsy and receives vital rehabilitative support and care at the Chingari Trust Clinic. Daniel Berehulak/Getty Images


http://l2.yimg.com/bt/api/res/1.2/oVGSeGepXLTrpaddBl0jvg--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/10/23/97427199-10-jpg_073200.jpg

Sachin Kumar lives with his parents Suresh and Sangita, his 3 sisters, Jyoti, Arti and Punam and his brother Ravi, in a slum where a number of people affected by either water contamination or poison contamination have been relocated to.




http://l.yimg.com/bt/api/res/1.2/LtOo.tln4yb3COR0.qN.Ew--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/10/23/97427215-10-jpg_073201.jpg

Sachin was born with a birth defect rendering his legs practically useless. Sachin had been receiving physical therapy treatment and education from the Chingari Trust rehabilitation Centre for victims of the 1984 gas tragedy, for which he has been registered for.


http://l3.yimg.com/bt/api/res/1.2/99Rm0SaV5VQIzGvPbUDjtA--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/10/23/97427162-10-jpg_073200.jpg

However Sachin's health has turned for the worse and his legs, now covered with open sores, restrict him from travelling to the major road where the Chingari Trust bus can pick him up for daily treatment.


http://l2.yimg.com/bt/api/res/1.2/efQIGMb5eHFZzz1vIjiPgg--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/12/03/93513348-jpg_050047.jpg

The oldest of four, Sachin spends his days playing board games with his friends and a rare game of cricket, which he sees as the fulfilment of his dreams of becoming a professional cricket player.


http://l2.yimg.com/bt/api/res/1.2/Tp.6iMi1hVsVQQWbP_MO4w--/YXBwaWQ9eW5ld3M7Zmk9aW5zZXQ7aD02MzQ7cT04NTt3PTk1MA--/http://l.yimg.com/os/156/2012/12/03/93513348-jpg_045744.jpg

Sachin, who is suffering from disabilities due to groundwater contamination following the 1984 Union Carbide pesticide plant disaster in Bhopal, attends a press conference with paralympic athletes demanding the Indian government to boycott the forthcoming London Olmpics, over sponsorship by a US company linked to the 1984 Bhopal gas tragedy.



--

Bewafa

Ye nazrein tumhari

Wednesday, December 02, 2015

Beautiful Shayari, Shayari, Beautiful Shayari, Sad Shayari, Love Shayari, Dard Shayari, Pyar Shayari, Mohabbat Shayari, Kinds of Shayari, Nazm, Gazal, Shayari, Poem, Awesome Shayari, Couple Shayari,  Wedding Shayari, Hindi Shayari, English Shayari, Dil Ki Baat Shayari Ke Sath, Indian Shayari, Mehndi Shayari, Awesome Shayari, Golden Collection of Shayari, Origional Writers Shayari, Hindi Sad Shayari, Tanhai Shayari, Judai Shayari, Bewafai Shayari, Toote Dil Ki Shayari, Broken Heart Shayari, Udaas Shayari, Dard Bhari Shayari, Sad Shayari In Hindi,  Shayari in Text, Loneliness  Shayari, 2 Lines Shayari, Hindi Shayari Collection, Heart Touching Shayari, Broken Heart Shayari, General Shayari, Judai Shayari, Dil ki baat shayari ke sath, shayari sacche zajbaat, gazal, nazm, poem

Ye nazrein tumhari bahut khoobsurat hain
Kisi ki inhe kabhi lage na nazar
Hum tere sang hain duniya kya karegi,
Ek jaan hain hum judaa kya karegi
Mohabbat mai ashiq badnaam hote hain,
Humko bhala ye ruswa kya karegi
Badi humpe to yara rab ki inayat hai,
Ghabra ke kabhi bhi jhuke na nazar
Ye nazrein tumhari bahut khoobsurat hain,
Kisi ki inhe kabhi lage na nazar

Yon hi nibhana tu vada wafa ka,
main toh hoon dewaana teri har adaa ka
Mohabbat sanam mujhpe yon hi lutana,
tu toh hai gukshan mere jahan ka
Mera hi khwaab ho aankho mein teri,
Kisi aur se lade na nazar
Ye nazrein tumhari bahut khoobsurat hain,
Kisi ki inhe kabhi lage na nazar
Diwaana mujhko sanam banati rahna,
hotho ki kaliya yon hi khilati rahna
Yon hi nazar teri pukare mujhe bus,
yon hi har adaa pe tu sharmati rahna
Yon hi jhuki rahe sharma ke ye aankhe,
Behayai se kabhi uthe na nazar
Ye nazrein tumhari bahut khoobsurat hain,
Kisi ki inhe kabhi lage na nazar


Collected By :
S@ndeep Ty@gi

Collection Shayari

Shayari ka kamal

Wednesday, December 02, 2015

 
Mushayara chal raha tha aur shayar jhum jhum ke ga raha tha..
 
ZAMEEN BECH DUN ASMAAN BECH DUN,
MAIN TERE LIYE YE JAHAN BECH DUN..
 
Santa Singh se raha nahin gaya. Daudte hue dias pe pahunch gaye aur shayar ka gala pakad liya. Bole;
 
YE SHAYARI HAI? Bakwas kar raha hai tu...
 
Shayar bahut naraaz hua. Bola "Agar ye shayari nahin hai to aap hi suna dijiyee kuch"
 
Santa Singh ne mike pakda aur farmaya...
 
MAIN MAJ BECH DEWAAN, MAIN GAAN BECH DEWAAN,(I will see my buffalo and cow too)
TABELE DI SARI MAIN THAAN BECH DEWAAN. (I will sell the barnyard lanb also)
 
Shayar chillane laga...Abe vo shayari nahin thi aur ye shayari hai..?
 
Santa Singh ne jawaab diya;
 
Ye maj, gaan aur tabela sare mere hain...jo chahe karun. Vo zameen asman kya tere baap ka tha jo bech raha tha..?

Collection Shayari

Kitab-E-Hasti

Wednesday, December 02, 2015


Waraq Waraq Par Teri Ibarat
Tera Fasana Teri Hikayat
Kitab-E-Hasti Jahan Se Kholi
Teri Mohabbat Ka Baab Nikla

*********************
Thanks & Regards
Mrs Rubina Yasmeen
**********************

Contact Us

Name

Email *

Message *