Collection Shayari

Agar Tum Uss Waqt Muskura Sakte Ho

Sunday, July 03, 2016


https://i.ytimg.com/vi/_19pRsZRiz4/maxresdefault.jpg

Agar Tum Uss Waqt Muskura Sakte Ho
Jab Tum Poori Tarah Toot Chuke Ho
Toh Yaqeen Jaano Ke Duniya Me Tumhe
Kabhi Koi Tod Nahi Sakta......

------------------------
Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
--------------------------

Rameez Bakbak

Meaning of Excellence!

Thursday, June 30, 2016


The desire to excel is exclusive of the fact whether someone else appreciates it or not. "Excellence" is a drive from inside, not outside. Excellence is not for someone else to notice but for your own satisfaction and efficiency...
 
RAMEEZ BAKBAK

Arzoo

Adhuri Reh Jaati Hai

Wednesday, June 29, 2016


Waqt-E-Bewaqt Mohabbat Ki Dastaane
Kabhi Poori To Kabhi Adhuri Reh Jaati Hai
Author : © Sagar Shayar


Collection Shayari

Maa Ki Mohabbat

Wednesday, June 29, 2016

http://www.pixteller.com/pdata/t/l-216679.jpg


My Lord ! Grant Me That I Should Be Grateful For Thy Favor Which Thou hast Bestowed On Me And On MyParents, 
And That I Should Do Good Such As ThouArt Pleased With,
 And Make Me Enter, By Thy Mercy, Into
Thy Servants, The Good Ones

¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
 Rember Me In Ur Dua
Mrs Rubina Yasmeen
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Arzoo

Bas Tujhe Apni Duaon May Liye Baetha Hoon...

Tuesday, June 28, 2016

Teri Tasweer Ko Haaton May Liye Baetha Hoon
Aur Tere Zikr Ko Baaton May Liye Baetha Hoon
 
Nind Aati Hai To Palkaon Se Palat Jaati Hai
Tera Armaan Jo Raaton May Liye Baetha Hoon
 
Ab To Diwaana Samajhte Hain Mujhe Saare Log
Tere Kalmon Ko Namazon May Liye Baetha Hoon
 
Kab Milaega Khuda Ham Ko Ye Maloom Nahin
Bas Tujhe Apni Duaon May Liye Baetha Hoon
 
Written by Syed Iqtedar Hussain - Alias: Rameez Bakbak
 
RAMEEZ BAKBAK

Arzoo

Zammi se fallaq tak hei charche tere

Tuesday, June 28, 2016

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjALy7fb1qVfIQ0loPomf2BQHRgv_dP6NguR2Exr5m-jkLinVn9GoKIv05vvFzSRFQhvzFVkYliU2cj0yS1yKaOM_eM_KeTqPwxKdaYvVh7pT__ae3nW6jidq7F4agXPtnjuYhBARSUbaO3/s1600/shraddhakapoor7.JPG
Writer : hameeda ameer

Arzoo

khushk mosam he aankh ye nam-si he

Monday, June 27, 2016

 khushk mosam he aankh ye nam-si he
tere naa hone se jan bhi be-dam-si he
tarap rahaa he dil deed ko teri ajaa
hasrate deedar mei aankh bhi ye nam-si he
bujha-bujhaa saa dil, bujhi hasratei hei
tere naa hone se ye raat bhi maddham si he
khuli hain zulff, machaltaa he pagal dil bhi
dekh mujh ko tanhaan chandni bhi nam-si he
ye aankh rooyi, mery sath shabnam bhi roi he
gulaboon ki bhi aaj aankh kuch nam si he


Written By :
hameeda ameer !

Arzoo

*~* Golden Words *~*

Monday, June 27, 2016


https://poetrilovers.files.wordpress.com/2013/02/487292_506930882679297_1204100468_n.jpg?w=231&h=300
Agar Tum Uss Waqt Muskura Sakte Ho
Jab Tum Poori Tarah Toot Chuke Ho
Toh Yaqeen Jaano Ke Duniya Me Tumhe
Kabhi Koi Tod Nahi Sakta......

------------------------
Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
--------------------------

Contact Us

Name

Email *

Message *