Ye dil unke liye hi machalta hai,
Pyar me har bar thokar ye khata hai.
Tadap kar rah jata hai unse milne k liye,
Girte-girte unse milta aur fir sambal jata hai.
Ye to ud jana chahta hai door kahin,
Par isse bhi to us dil ka intejar hai yahin.
Fir bhi fadfadakar yahin par rah jata hai,
Sukun bhi to usse dekhne ke bad hi aata hai.
Kisi ki taraf ye kheencha chala jata hai,
Meri bat ye har bar taal jata hai.
Bikhar jaoge mat karo pyar tum,
Jab bolta hun dilse.
Muskurata hai mujhpar aur bolta hai,
Is duniya me konsa dil hai,
Jo kisi ke pyar me na bikhara ho.
Uska pyar is jalim duniya ki,
Najron me na akhra ho.
Tut kar bikhrana hai isiliye to mohbbat karta hun,
Ye jante hue bhi mein us par marta hun.

Aapka Love Guru

Click Here to join Beautiful Shayari Group
To get Daily Beautiful Love Shayari,
Sad Heart Touching Shayari,
Hindi Poem, Gazals, Bitter Discourse &
Beautiful Mails In Your Inbox
http://naritereroopanek.blogspot.com/2011/02/maa-ki-mahima.html
Vardan
http://naritereroopanek.blogspot.com/2011/02/vardan.html
Bharat Ki Pawan Nari
http://naritereroopanek.blogspot.com/2011/02/bharat-ki-pawan-nari.html
Dahej Danav
http://naritereroopanek.blogspot.com/2011/02/dahej-danav.html
PYAR NA MILA
http://sadshayaries.blogspot.com/2011/02/pyar-na-mila.html
KYA KAROGE ?
http://sadshayaries.blogspot.com/2011/02/kya-karoge.html
Jab khuda ne tujhe banaya hoga,
Ek aadha jam to usne bhi lagaya hoga.
Aise hi nasheeli nahi hai teri aankhen,
Jam ka kuch asar to isme bhi samaya hoga.
Is tarah tumhe is dharti par bhijwaya hoga,
Jarrur khuda ne tumhe mere liye hi banaya hoga.
Tabhi to tujhe dekhte hi ye dil dhadk uda,
Esa dil to usne tujhme bhi lagaya hoga.
Mujhe fasane k liye hi aadaon ka jal lagaya hoga,
Tumhare dil ne bhi to ek bar mujhe bulaya hoga.
Kuch rishta hai hamara-tumhara jarrur,
Varna usne yun hi hame nahi milaya hoga.
Tumhare baalon ko ghatao ki tarah Sajaya hoga,
Mere dil me bhi ghataon ke liye pyar jagaya hoga.
Sari duniya ko bhula diya hoga usne tumhe banate waqt,
Lekin mere bare me to tumhe jarrur bataya hoga.
Mere liye tumhare dil me bhi pyar jagaya hoga,
Ek bar hi sahi tumhare dil ko dhadkaya hoga.
Yun hi ek tak mujhe nahi dekhti ho tum,
Iska kuch karn to tumhe samjhaya hoga.