Kahan Gaye Woh Monday, June 23, 2014 Kahan Gaye Woh Lehje Dil Me Phool Khilane WaleAankhein Dekh Kar Khawaboun Ki Tabeer Batane WaleKidhar Gaye Woh Raaste Jinme Manzil Poshedah ThiKidhar Gaye Woh Hath Jo Musalsil Raah Dikhane WaleKahan Gaye Woh Log Jinhe Zulmat Manzoor Nahi ThiDiya Jalane Ki Koshish Me Khud Jal Jaane WaleYe Ek Qilwat Ka Rona Hai Jo Baatein Karti ThiYe Kuch Yaadoun Ke Anso Hai Dil Pighlane WaleKisi Tamashe Me Rehte Toh Kabhi Ke Gumm HojateEk Goshe Me Rehkar Apna Aap Bachane WaleHume Kahan Tum Inn Hangamoun Me Khinche Phirte HoHum Hai Apni Tanhai Me Rangg Jamane WaleIss Rounaq Me Shamil Sab Chehre Hain Qali QaliTanha Rehne Wale Ya Tanha Rehjane WaleApni Layi Se Ghafil Rehkar Hijr Bayaa Karte HainAahoun Se Naawaqif Hain Ye Shour Machane WaleAzm Ye Shaher Nahi Hai Nafsa Nafsi Ka Sehra HaiYahan Naa Dhoondo Kisi Musafir Ko Taherne Wale Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Pyar, Rubina Yasmeen, Tamanna Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook