Chahtaa He Mujhe Bhi Wo To Bahut Wednesday, July 16, 2014 Asslam O Alai Kum Chahtaa He Mujhe Bhi Wo To Bahut, Magar Kahe Kese, Ishq He Wo Kisi Or Kaa, Wo Dagaa Kare To, Kare Kese, Mei Apni Chahat Se, Unko Judaa Karyun Kaise. Ishq Ka Naam To Qurbani He, Ye Ruswa Karei To, Karei Kese, Mei Use, Pyaar Schchaa Karti Hyun, Use Pataa Hi Nahi, Phir Bhalaa Mai Use, Kahyun Bewafaa, Kahyun Kaise. Usko Panaa Hi, Zindagi To Nahi, Wo He Har Pal Sath Mere, Apne Dil Se Phir Bhalaa Main Judaa, Karyun To, Kese Karyn, Wo Mery Rooh Mei, Dil Mei He, Use Khbaar Hi Nahi, Zindagi Bhar Rahe Gaa, Dil Mei Mere. Usse Kahyun To, Kahyun Kese Written By : ! ! ! Hameeda Ameer ! ! ! Bibbo51@Yahoo.Co.In Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Arzoo, Dard Shayari, Dreams, Hameeda Ameer, Intezar, Pyar, Tamanna Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook