Kaash Ke Mil Jaye Mujhe
Muqaddar Ki Siyahee Aur Qalam
Lamhe Lamhe Ki Khushi Likh Doun
Tumhari Zindagi Keliye
---------------------
Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
------------------------
Mere Saathi Tu Hamesha Mere Saath Rahe
Khinch Ke Lakhiron Ko Reit Pe Din Ginta Hoon
Saaz Pe In Laheron Ki Geet Tere Bunta Hoon
Aap Hi Diwana Main Zikr Tera Karta Hoon
Khudse Hi Main Kaheta Hoon Khudse Hi Main Sunta Hoon
Kaam Koi Mujhko Nahi Bas Tera Tasawer Hai
Raat Din Meri Jaana Fikr Teri Karta Hoon
Ab Ke Hamko Milwake Phir Juda Na Kardena
Bas Yehi Dua Rab Se Subha Shaam Karta Hoon
Ya Allah Mujhe Bacha
Aisi Neend Se Jis Se
Fajr Ki Namaz Qazaa Ho
Aisi Masrufiyat Se Jis Se
Zohar Ki Namaz Qazaa Ho
Aisi Susti Se Jis Se
Asar Ki Namaz Qazaa Ho
Aisi Mehfil Se Jis Se
Maghrib Ki Namaz Qazaa
Ho
Aisi Thakawat Se Jis Se
Ishaa Ki Namaz Qazaa Ho
Ameeen Ya Rabbul
Alameen
Ya Allah !
surely we have heard a preacher calling to the faith,
saying: Believe in your Lord, so we did believe;
Ya Allah !
forgive us therefore our faults,
and cover our evil deeds and make us die with the righteous.
surely we have heard a preacher calling to the faith,
saying: Believe in your Lord, so we did believe;
Ya Allah !
forgive us therefore our faults,
and cover our evil deeds and make us die with the righteous.
Ya Allah !
grant us good in this world and good in the hereafter,
and save us from the chastisement of the fire.
grant us good in this world and good in the hereafter,
and save us from the chastisement of the fire.
Ya Allah !
Accept From Us ;
Surely Thou Art The Hearing, The Knowing
Accept From Us ;
Surely Thou Art The Hearing, The Knowing
***************************
Aapki Dua Ki Talib
Mrs Rubina Yasmeen
***************************
Presented By :
pujasharma68@gmail.com
Na Mandir Me Sanam Hote N Masjid Me Khudaa Hotaa
hamee Se Yah Tamaashaa Hai N Ham Hote To Kyaa Hotaa
n Aisee Manjile Hotee N Aisaa Raastaa Hotaa
sanbhal Kar Ham Zaraa Chalate To Aalam Zere-paa Hotaa
zere-paa: Under Feet
ghataa Chhaatee Bahaar Aatee Tumhaaraa Tazakiraa Hotaa
phir Usake Baad Gul Khilate Ki Zakhme-dil Haraa Hotaa
bulaakar Tumane Mahafil Me Hamako Gairo Se Uthavaayaa
hamee Khud Uth Gae Hote Ishaaraa Kar Diyaa Hotaa
tere Ahabaab Tujhase Mil Ke Bhee Maayoos Lawt Gaye
tujhe 'naushaad' Kaisee Chup Lagee Thee Kuchh Kahaa Hotaa
Shayar : Naasir Kaazamee
Collecting & Presented By :
" Hamd-E-Bari Talah "
Qaliq Bhi SabkaTu Hi Hai Parwardigar Bhi
Tere Hi Phool Sare Hain Tere Hi Qaar Bhi
Bakshish Teri Hi Dhoop Bhi Hai Chandni Bhi Hai
Hain Teri Hi Ataa Shajr Sayadar
Fasal Qizan Bhi Aati Hai Tere Hi Hukum Se
Laata Hai Phir Gulistan MeTuhi Bahar Bhi
Deta Hai Tuhi Ranj Wo Aalam Dard Wo karb Bhi
Phir Tuhi Bakshta Hai Sukoon Wo Qarar Bhi
Karta Hai Sarkashoun Ki Tu Sarzanish Jis Khadar
Itna Hi Neik Bandoun Se Karta Hai Pyaar Bhi
Kashti Ko Daal Deta Hai Manjdhar Me Kabhi
Aur Jisko Chahta Hai Tu Karta Hai Paar Bhi
Tuhi Ghani Banata Hai Tuhi Gareeb Bhi
Zillat Bhi Tuhi Deta Hai Izzat Waqar Bhi
Teri Ataa ka Moula Bayan kya kare koi
Teri Nawazishoun ke Hai koi Shumar Bhi
Aap sabki Dua Ki Talib
Mrs Rubina Yasmeen