Maa Teri Yaad Mujhe Itnaa Kyun Stati Hai
Tanhaai Main Aksar Mujhe Rulati Hai
Jab Bhi Mei Tanhaan Udaas Hoti Hun
Tery Yadei Mujhe Smjhane Chali Aati Hai
Wo Bachpan Ki Sary Batei Apne Sang Liye Aati Hai
Mery Gudiyaa Meraa Bachpan Yad Dila Jaati Hai
Roty Mujhe Dekh Tery Yadei Mujhe Hansati Hai
Kabhi Khyalo Mei Tery Good Mai Sulaa Jati Hai
Tery Yadei Mujhe Jannat Kaa Aehsas Dila Jati Hai
Tery Yaadei Sary Duniya Se Mujhe Judaa Kar Jati Hai

===##===##===##===##===##===##===##
===##===##===##===##===##===##===##
Maa Meri Tu Chali Bhi Aa Tu Yahaa
Teri Bety Tujhe Pukaare Maa
Aaj Tanhaa He Tery Bety Jo
Yaadei Teri Bahut Rulaayei Maa
Yaad Aaty He Mujh Ko Batei Teri
Meraa Bach Paan Teri Jwani Maa
Chean Miltaa Nahi Tere Bin Abb
Meraa Har Pal Tujhe Bukaare Maa
Bhool Jaau Tujhe Mei Kese Bataa
Teri Qurbaani Yaad Aayei Maa
Teri Har Baat Mei Mohabbat Thi
Teri Har Baat Mei Chahaat Thi
Meri Khushiyoon Ki Kharit Tu Roi
Kitni Taklif .. Tu Uthaai Maa
Yaad Mujh Ko Sabhi Zmanaa Hei
Meraa Bachpaan Teri Jawaani Maa
Aaj Yus Mood Pe Hyun Mei Aai
Yaad Teri Mujhe Bahut Aai
Kaash Mei Rehti Zindgi Bhar Wohi
Teri Gudiyaa Wo ..Choti Pyaary Maa
Ashq Aankho Se Ye ..Nahi Rukte
Yaad Teri Bahut Sataai Maa
Tujh Ko Mei Kese Bhool Jayun Btaa
Tu Mery Roohh Mery Pyari Maa
Aaj Tanhaa He Tery Bety Jo
Yaadei Teri Bahut Rulaayei Maa
Yaad Aaty He Mujh Ko Batei Teri
Meraa Bach Paan Teri Jwani Maa
Chean Miltaa Nahi Tere Bin Abb
Meraa Har Pal Tujhe Bukaare Maa
Bhool Jaau Tujhe Mei Kese Bataa
Teri Qurbaani Yaad Aayei Maa
Teri Har Baat Mei Mohabbat Thi
Teri Har Baat Mei Chahaat Thi
Meri Khushiyoon Ki Kharit Tu Roi
Kitni Taklif .. Tu Uthaai Maa
Yaad Mujh Ko Sabhi Zmanaa Hei
Meraa Bachpaan Teri Jawaani Maa
Aaj Yus Mood Pe Hyun Mei Aai
Yaad Teri Mujhe Bahut Aai
Kaash Mei Rehti Zindgi Bhar Wohi
Teri Gudiyaa Wo ..Choti Pyaary Maa
Ashq Aankho Se Ye ..Nahi Rukte
Yaad Teri Bahut Sataai Maa
Tujh Ko Mei Kese Bhool Jayun Btaa
Tu Mery Roohh Mery Pyari Maa
Maa Mujhe Kyun Sataa Rahei Yadein
Maa Mujhe Kyu.N Rulaa Rahei Yadein
Loatt Ke Kaash Waaq Aajaye
Kitna Tadhfaa Rahi Tery Yadein
Ashq Rukte Nahi Hei Aaj Mere
Aankh Saawan Banaa Rahi Yadein
Mujh Ko Malum He Tu Nahi He Yahaan
Phir Bhi Tujhko Bulaa Rahi Yadein
Choor Mujh Ko Tu Aesi Dess Gaai
Tu Naa Loote Aayei Bass Rety Yadein
Maa Mujhe Kyu.N Rulaa Rahei Yadein
Loatt Ke Kaash Waaq Aajaye
Kitna Tadhfaa Rahi Tery Yadein
Ashq Rukte Nahi Hei Aaj Mere
Aankh Saawan Banaa Rahi Yadein
Mujh Ko Malum He Tu Nahi He Yahaan
Phir Bhi Tujhko Bulaa Rahi Yadein
Choor Mujh Ko Tu Aesi Dess Gaai
Tu Naa Loote Aayei Bass Rety Yadein
===##===##===##===##===##===##===##
एक स्त्री के योनि से जन्म लेने के बाद उसके वक्षस्थल से निकले दूध से अपनी भूख
प्यास मिटाने वाला इंसान बड़ा होते ही औरत से इन्हीं दो अंगो की चाहत रखता है,
और अगर असफल होता है, तो इसी चाहत में वीभत्स तरीको को अंजाम देता है...!
बलात्कार और फिर हत्या...!
जननी वर्ग के साथ इस तरह की मानसिकता क्यूँ...?
वध होना चाहिए ऐसी दूषित मानसिकता के लोगों का.....
मेरे दूध का कर्ज़ मेरे ही खून से चुकाते हो
कुछ इस तरह तुम अपना पौरुष दिखाते हो
दूध पीकर मेरा तुम इस दूध को ही लजाते हो
वाह रे पौरुष तेरा तुम खुद को पुरुष कहाते हो
हर वक्त मेरे सीने पर नज़र तुम जमाते हो
इस सीने में छुपी ममता क्यों देख नहीं पाते हो
इक औरत ने जन्मा ,पाला -पोसा है तुम्हें बड़े होकर ये बात क्यों भूल जाते हो
तेरे हर एक आँसू पर हज़ार खुशियाँ कुर्बान कर देती हूँ मैं
क्यों तुम मेरे हजार आँसू भी नहीं देख पाते हो
हवस की खातिर आदमी होकर क्यों नर पिशाच बन जाते हो
हमें मर्यादा सिखाने वालों तुम अपनी मर्यादा क्यों भूल जाते हो
हमें मर्यादा सिखाने वालों तुम अपनी मर्यादा क्यों भूल जाते हो...!
===##===##===##===##===##===##===##
Mere Malik Mujh Ko Tera Fesla Manzoor Hai
Lele Meri Har Khushi Maa Meri Dede Mujhe..!
Tu Jo Chahe Ho Karishmaa Ye Mujhe Malum Hai
Sab Tere Hi Haath He Lotade Mery Maa Mujhe
Mangti Hu.N Main Duwaa Haath Uthakar Rab Mere
Meri Maa Lotade Mujh Ko Lele Sari Niyamate..!
Aankh Roi Aaj Meri.. ... Ro Raha He Aasmaa.N
Kehte Hei Ro Kar Jo Mange Wo Duwa Hoti Qabool..!
Teri Rehmat Par Bharosaa He Mujhe Mere Khuda
Dede Meri Maa Mujhe Lele Khushi Manzoor Hai..
Meri Maa Lotaa De Mujhjh Ko Qabul Karle Bas Duwa..!
Jab Mei Pohnchu Maa Meri Hans Kar Wo Bate Kare
Doad Kar Jakar Yuske... Yun Lagu Bas Mei Gale..!
Yus Ki Banhoon Me Simat Kar Khatm Ho Jaye Wajood
Yehi Bas Meri Duwaa He Ye Hi Meri Aarzoo..
Meri Maa Miljaye Mujh Ko Na Mile Sara Jahaan..!
Karle ( Bibbo ) Ki Duwaa Tu Qabool Mere Khuda
Lele Meri Har Khushi Bas Maa Meri Dede Mujhe .!!

=========********=========********=========********=========
=========********=========********=========********=========
===##===##===##===##===##===##===##
Rember Me In Ur Dua
Mrs Rubina Yasmeen
=======================
Maa Ke Guzarne ke Baad Hazrat Moosa A.S KOH-E-TUR Par Chadhe Aur Thoda Phisal Gaye,
Tab Allah Ne Farmaya
" Aay Moosa Ab Zara Sambhal Ke Chalo ,
Kyun ke Dua Maange Wale Haath Ab Nahi Rahe "
MAA ki Dua ,
Mout Ke Siva Har Musibat Ko Taal Sakti Hai .
MAA 1 Anmol Dein Hai,
Kho Jaane Par Dubara Nahi Milti
My Lord ! Grant Me That
I Should Be Grateful For Thy
Favor Which Thou hast Bestowed On Me And On MyParents,
And That
I Should Do Good Such As ThouArt Pleased With,
And Make Me Enter, By Thy Mercy,
Into
Thy Servants, The Good Ones
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
Rember Me In Ur Dua
Mrs Rubina Yasmeen
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤