Beautiful Shayari
ankhon main koi khawab utarne nahi deta By Mohsin Naqvi
Thursday, February 25, 2016ankhon main koi khawab utarne nahi deta
ye dil ke mujhe chain se marne nahi deta
bichare tu ajab pyaar jatata hai khatoon main
mil jaye tu phir had se guzarne nahi deta
woh shakhs khazan rut main bhi mohtaat hai kitna
sookhe huye phoolon ko bikharne nahi deta
woh dil main tabassum ki kiran gaholne wala
roothe tu ruton ko bhi sanwarne nahi deta
main uss ko manaon ke gham-e-deher se uljhon?
mohsin woh koi kaam bhi karne nahi deta
** By Mohsin Naqvi **
Collecting & Presented By :
Beautiful Shayari
Seeney se Lipat Ja Mere Khwabon se nikal Kar By Mohsin Naqvi
Tuesday, February 23, 2016Seeney se Lipat Ja Mere Khwabon se nikal Kar
Ik baar milein Hum bhi hijaabon se nikal Kar
Kirnon ki tarha baant zamaney mein Ujaala
Khushbu ki tarha Phael Gulabon se nikal Kar
Mai-Khanon Ki Soorat hain Teri Jheel si Aankhein
Doobey hain Jahan loog Shrabon se Nikal Kar
Mujh ko bhi gawara Nahin ab tujh se Bicharna
Dil bhi hai Pareshan Saraabon se nikal Kar
Rehney do abhi gardish-e-doraan mein he MohsiN
Behley gi tabiyat na Azaabon se nikal Kar...........!!
** Mohsin Naqvi **
Collecting & Presented By :
ankhon main koi khawab utarne nahi deta
ye dil ke mujhe chain se marne nahi deta
bichare tu ajab pyaar jatata hai khatoon main
mil jaye tu phir had se guzarne nahi deta
woh shakhs khazan rut main bhi mohtaat hai kitna
sookhe huye phoolon ko bikharne nahi deta
woh dil main tabassum ki kiran gaholne wala
roothe tu ruton ko bhi sanwarne nahi deta
main uss ko manaon ke gham-e-deher se uljhon?
mohsin woh koi kaam bhi karne nahi deta
** By Mohsin Naqvi **
Collecting Presented By :
Seeney se Lipat Ja Mere Khwabon se nikal Kar
Ik baar milein Hum bhi hijaabon se nikal Kar
Kirnon ki tarha baant zamaney mein Ujaala
Khushbu ki tarha Phael Gulabon se nikal Kar
Mai-Khanon Ki Soorat hain Teri Jheel si Aankhein
Doobey hain Jahan loog Shrabon se Nikal Kar
Mujh ko bhi gawara Nahin ab tujh se Bicharna
Dil bhi hai Pareshan Saraabon se nikal Kar
Rehney do abhi gardish-e-doraan mein he MohsiN
Behley gi tabiyat na Azaabon se nikal Kar...........!!
** Mohsin Naqvi **
Collecting Presented By :
Humare baad chali rasm-e-dosti k nahi?
Hawa ki zad main koi shama phir jali k nahe?
Bichharr k jub bhi mile mujh se pochta hai wo shaqs,
K in dinon koi taaza ghazal howe k nahi?
Suna hai aam thi kal shab ko chaand ki bakhshish,
Bujhe gharon main bhi utri hai chandni k nahi?
Nikal k jis se howa apna dard awara,
Kisi k dil main wo mehfil bhi phir saji k nahi?
Wo rah-guzar jo andheron main saans leti thi,
Tumhare naqsh-e-qadam se chamak uthi k nahii?
Diyar-e-hijr se aaye ho kuch kaho Mohsin,
K sham-e-ghum bhi kisi morr per mili k nahi?*
By-Mohsin Naqvi*
Presenteb By :
Smart Boy