Akhtar Khatri

aur dali usme NEMAT diya naam ZINDAGI

Wednesday, June 12, 2013

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group


khuda ne rachayee khudayee
vidhata ne basayee shrishti
aur dali usme NEMAT
diya naam ZINDAGI

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Zindagi hai ped paudhe
Zindagi hai bahte jharne
zindagi chahchahaatee chidiya
zindagi chand suraj

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Jeevan tumhara mera
mohtaj zindagi ka
har ahsaas khushi gam ka
hai karzdaar zindai ka

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

aansuo se bhigi palkein
dard se karahti saanse
shsaas dilati hai
zinda hai admi

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

zinda hona hi ek nashaa hai
zinda hona hi ek raham
zinda hona hai khudayee ka
sabse badaa karam

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

zindagi hai tabhi to dard hai
dard ke liye marham hai
jo aaj ro diya to
kal muskurahto ka dam hai

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

pyar ,nafrat,sukoon ya gam
hai den us ghadi ki
jab seene me chhupe dil me
chalti rahti hai ek dhadkan

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

zindagi har roz
ahsaas dilati hai
hum hai abhi salaamat
kar lenge basi dil me
poori har ek hasrat

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

WARM REGARDS Collecting By :
Akhtar khatri
*****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****

Arzoo

Jab Ghazal Ko Mera Afsaanaa Kaha Jayega

Friday, March 15, 2013

Arzoo

Kitni Haseen Koi Khwab Si Lagti Hai

Friday, March 15, 2013

Arzoo

Bewafa Yun Tera Muskurana

Friday, March 15, 2013

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group
Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Bewafa yun tera muskurana bhool jane ke kabil nahin hai
maine jo zakhm khaya hai dil pe woh dikhane ke kabil nahi hai

maine khat likh ke unko bulaya aake kasid ne dukhda sunaya
unke pao main mehndi lagi hai aane jane ke kabil nahi hai
bewafa yun tera muskurana bhool jane ke kabil nahin hai

maine poocha ke kal shab kaha the pehle sharmaye phir jal ke bole
aap woh baat kyun puchte hai jo batane ke kabil nahi hai
bewafa yun tera muskurana bhool jane ke kabil nahin hai

teero talwar tum mat uthao kyun yeh karte ho yeh bekar zehmat
jante hain tumhari kalai bojh uthane ke kabil nahi hai
bewafa yun tera muskurana bhool jane ke kabil nahin hai

maine jab bhi ki arze tamanna zulf ki tarah balkha ke bole
aise aashiq ko suli chada do reham khane ke kabil nahi hai

bewafa yun tera muskurana bhool jane ke kabil nahin hai
main jo zakhm khaya hai dil pe woh dikhane ke kabil nahi hai.

Collecting Presented By :

Smart Boy   

Akhtar Khatri

Ibtada-e-Ishq Hai .....Mir Taqi Mir

Thursday, March 14, 2013

Contact Us

Name

Email *

Message *