Ramdhan

The 9th Day Of Zulhijjah { Youmul Arafah }

Wednesday, November 12, 2014



3 } The 9th Day Of Zulhijjah
{ Youmul - Arafah }
The 9th day of the month of Zulhijjah is called “Youmul – ‘Arafah”
(The Day of ‘Arafah).
This is the date when the Hujjaj
(Hajj pilgrims, plural of Hajj)
assemble on the plain of ‘Arafat,
 six miles away from Makkah Al-Mukarramah, where they perform the most essential part of the prescribed duties of Hajj, namely, the ‘Wuqoof of ‘Arafat (the stay in ‘Arafat).

3 } The Fast Of  Youmul - Arafah
▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄


For those not performing Hajj,
it is mustahabb (desirable) to fast on this day according to their own Calendar.
 It sometimes occurs that the date of 9th Zulhijjah falls on different days in different countries according to the sighting of the Moon.
In such cases, Muslims of each country should observe Youmul – ‘Arafah according to the lunar dates of their own country.

For example, if “Youmul – ‘Arafah” is being observed in Saudi Arabia on Friday,
and in Pakistan/India on Saturday, Pakistani / Indian Muslims should treat Saturday as “Youmul – ‘Arafah” and should fast on that day if they desire to benefit from the fast of
 “Youmul – ‘Arafah”.

The fast of “Youmul – ‘Arafah” has been emphasized by the Holy Prohet Muhammad
(Sallallahu Alaihi Wassallam)
as a mustahabb (desirable) act.
 According to a hadith, the fast of this day becomes a cause, hopefully so, of forgiveness for sins committed in one year.

3b) Takbir - Ul - Tashriq :
▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄

As from the Fajr of the 9th Day of Zulhijjah upto the ‘Asr prayer (Namaaz) of the 13th, it is obligatory on each Muslim to recite
the Takbir of Tashriq in the following words:
الله اكبر ,الله اكبرلااله الاالله والله اكبرالله اكبر ولله الحمدAllahu Akbar, Allahu Akbar,
La ilaha illallahu, Wallahu Akbar,
Allahu Akbar wa lilla-hil-hamd.

(There is no god but Allah and Allah is great, Allah is great and to Allah belongs all praise)

According to authentic Islamic soures, it is obligatory on each Muslim, to recite this Takbir after obligatory salah (Farz Namaaz).
For women also, it is commendable though not obligatory.
Whether you are performing salah (Namaaz) with Jama’ah (collectively) or on your own (individually) make no difference.
 You must recite the Takbir.
However, male Muslims should recite it in a loud voice,
while females should recite it in a low voice.

▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄▄

Joke

Chaloo..Santa Aur Bunta Ke Saath..Kuch Haas Le

Saturday, November 01, 2014

https://www.facebook.com/pages/BSG-Jokes/470455629762039
Santa Aur Bunta Bank Lootne Gaye,
Par Pistol Bhool Gaye…
Phir Bhi Bank Loot Liya
Kyoo Ke..
Bank Manager Bhi Sardar Tha.... Bola 
“Vishwas Hai Kal Tum Bandook Dikha Doge”
Santa Ke Pita USA Se Laut Aaye.
Pita :- Teri Maa  Kahan Hai?
Santa  :-  Woh Toh  Parlok Sidhhar Gayee!
   Pita  :-  Ullu, Tune Mujhe Bataya Que Nahin?
Santa :- Maine  Socha Aapko Surprise Dunga

Bunta :-  Praji Meri Dictionary Mein "IMPOSSIBLE" Word Nahi Hai..!
Santa :  Ab Bolne
Se Kya Faayda? 
 
Jub Kharide Thi Tab Hi Check Karna Tha Na"
Santa :-  Praji Tussi Aagle Se Janam Me Kya Banna Pasand Karoge?
Banta :-  Cockroach
Santa :- Cockroach  Kyu
Bunta :-  Kyu Ke Meri Bibi Sirf Cockroach Se Hi Darti Hai
Santa Ko Apni Beti Ke Kamre Se Cigarette Ka Packet Mila..
Soochne Laga... Arre Yeh Cigrette Peeti Hai.. ?
Phir Usse Whisky Ki Botal Milee..
Socha...Arre Daru Bhi Peeti Hai ..?
Cupboard Khola..To Ek Nanga Ladka Khada Tha..
Phir Soocha. ."Hai Whayee Guru..Toh Yeh Sab Is Munde Ka Hai”
Santa Ko Koi Mobile Pe Tang Karta Tha
Santa Ne Naya Sim Card Kharid Kar Usse SMS Kiya..
Likha.. Mene Woh Sim Band Kar Diya Hai,
Ab Tu Toh Kya Tera Baap Bhi Mujhe Tang
Nahin Kar sakta
              
Oye Paaji, Apni Pregnant Wife Ko Itne Dard Mein Hospital Ki Jagah
                   Pizza Hut Kyun Le Ja Raha Ho........
Santa :-  Kyun Key Pizza Hut Mein "Delivery Free" Hai.!

Santa Ke Ghar Uske Sasural Wale Aaye,
Jasmeet :- Aaji Jao Bahar Se Kuch Le Kar Aao.

Santa  Bahar Gaya Aur Taxi Lekar Aa Gaya
 

Bunta :- Oye Agar Neend Na Aaye To Kya Kia Jaaye?
Saanta: Neend Ka Intizar Karne Se Achha Hai Ki Banda So Hi Jaye
                                        
Ek Baar Exam Main Saawal Tha, "Challenge Kise Kehte Hain?"
Bunta Ne Sare Panna Khali Chod Ker Aakhri Panne Per Likha..
"Apne Baap Ki Aulaad Hai To Paas Ker Ke Dekh."

                        
Banta Rail Ki Patri Per So Gaya ..
Aadmi Ne Pucha Kya Kar Rahe Ho?...
Train Aayegi To Mar Jaoge!
Bunta :- Mere Uper Se Hawai Jahaaz Guzar Gaya To Kuch Nahi Hua,
Train Kya Cheez Hai?
Teacher :- Delhi Me  Kutub Minar Hai.Bunta Class Mein Soo Raha Tha..Teacher Ne Utha Liya..
Teacher :-  Maina Kya Kaha ?.
 
Bunta 
:-  Delhi Me Kutta Bimar Hai ..


Santa :- Yaar Meri Biwi Paani Se Bahut Darti Hai.
Bunta :- Tujhe Kaise Pata?
Santa :- Dopahar Ko Ghar Aaya To Woh Bathtub Mein Chaukidaar Ke Sath Naha Rahi Thi.

    Santa :- Raat Bhar Train Mein Neend Hee Nahin Aayee,
Upar Ki Seat Mili Thi..
Bunta :- Toh Exchange Kyun Nahin Kiya
Santa:- Arrey Praji, Kisse Kehta...Neeche Ke Seat Pe Koi Bhi Nahin Tha.
Santa  :-  Is Mirror Ki Kya Guarentee Hai.
Dukandar :-  Aap Isse 100 Floor Se Niche Girao,
Ye Mirror 99 Floor Tak Nahin Tutega
Santa :-  Wah Bhai Wah !! Pack Kar Do..!..
Jasmeet :- Lo Light Chalee Gayee..Garmee Lag Rahee Hai..
Santa :- Light Chali Gayee Toh Kya, Pankha Chalu Kar Do..
Jasmeet :- Lo! Ki Na Vahi Sardaron Walee Baat...
                Agar Fan Chalu Kiya Toh Mombatti Bhuj Nahin Jayegee...
                    
Santa Singh Ne Ek Kawa Paal Liya..
Aab Soochne Laaga..Kya Naam Raakhe ?
Kawa Bauhot Mulayam Tha..

To Sochne Ke Baad
Usne Apne Kawve Ka Naam 
'Microsoft'
Mi-Crow-soft  Rakh Diya.

 Santa:- Oye Puttar..Gabra Mat. Tu Sher Da Puttar Hai
 Beta :- Oye Papaji,
 Teacher Bhi Yehi Bolti Hai.. 
Ke Tu Kisi Jaanwar Ki Aulad Hai.
            
Suhag Raat Pe Santa Ne Bibi Ko 500 Ka Note Deke Kaha,
Humne Yeh Kam Kabhi Free Mein Nahin Kia.
BiBi Ne 200 Wapas Deke Kaha,  Humne Bhi Apno Se Kabhi Jyada Nahin Liya.

Santa Aur Jasmeet Ko Ladki Hui..
Jasmeet :-  Sunoji, Jab Yeh Badi Hogi Toh Ladke Usse Patayengey
Santa :-  Oye, Koi Gal Nahin Jassi, Maine Is Problem Ka Solution Dhoond Liya Hai.
Jasmeet :-  Kya Solution?
Santa :-  Hum Iska Naam “Didi” Rakhengey

Bunta Singh Puri Zindgi Sochta Raha,
... Sochta Raha
... Sochta Raha
... Sochta Raha
... Aur Sochte Sochte Sow Gaya Ke Agar Meri Sister Ke 2 Bhai Hai To Mere Kyu Nahi..

Nasa Mein Santa Aur Bunta Ko Chand Pe Bheja Gaya,
Rocket Uda Magar Adhe Raste Se Vapas Aaya.
....Un Se Pucha Gaya To Bole...:- Aaj Amaswas Hai Chand To Nahi Hoga.

Santa Jungle Mein Ghoom Raha Tha.. 
Pedh Par Ek Saap Latha Hua Dikhayee Diya..
Paas Gaya Aur Bola..Iss Tehra Latak Ne Se Height Nahi Badhtee..
Ghar Jao Aur Maa Se Kaho..'Complan Ya Ovaltine' Pilayee...

Bunta Aur Preeto Train Ke Liye Platform Par Khade The
Itane Me ' PUNJAB MAIL'  Aayee,
Bunta  Bhag Kar Train Par Chad Gaya...
Aur Bibi Preeto Se Bola..
Jab ' PUNJAB FEMALE'  Aaye To Chad Jaana..!

Santa :-  Parso Meri Biwi Khuwe Me Gir Gayee, Bahut Chot Lagi, Bahut Chilla Rahi Thi..
Banta :-  Ab Kaisi Hai Wo..?
Santa :-  Ab Theek Hi Hogi, Kal Se Khuwe Se Awaz Nahi Aa Rahi Hai.!

Bunta Nalke Par Paani Pee Raha Tha..
Kuch Loog Jaama Ho Gaya...
Bunta Bola:- Arrey Ab Kya Ek Sardar Chain Se Paani Bhi Naih Pi Sakta..
                 Ismein Bhi Joke Chahiye Tumhe...
                 
Jaan Loge Bechare Sardaron Ki..!

                                                  (¨`·.·´¨) Always
                                                    `·.¸(¨`·.·´¨) Keep
                                                   (¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
                                                       `·.¸.·´ 

Arzoo

Wafa K Diye

Friday, October 03, 2014




Kabhi bahar ne luta huwe hain dhoul kabhi
Alam naseeb shagufe bane hain phool kabhi
Hawa ko raaz daan samjha toh kab yeh socha tha
Wahan banti hai choti si ek bhul kabhi
Kaheen yeh khaar adawat'kaheen mileen gey sahraab
Safeer shoq,tokaf na kar fazool kabhi
Tamaam umr wafa k diye jalaey they
Hui na apni hi mehnat mujhye wasool kabhi
Jisey bhi apna kaha, dil se apna jana hai
Mere mezaaj ne badle naheen asoul kabhi
Hai dil k wastey nuskha tamaniyat angeez
Jo shey zameer ko rondhe'na kare qabool kabhi
" Qadeer " ubhar kar yeh suraj paygam deta hai
Shekasdagi seher par na ho maloul kabhi


Collected By :
! ! ! Shaiprajapati ! ! !

Arzoo

Dil lagane se pehle usne muje roka na tha

Wednesday, October 01, 2014


http://smsinhindi.net/wp-content/uploads/2012/07/Qaid-Me-Dil-Photo.jpgFull Fun, Beautiful Shayari Ke Sang

Dil lagane se pehle usne muje roka na tha.
Mera pyar tha saccha koi dhoka na tha.

Ek lamhe me wo humse ristha tod lege.
khwabo me bhi humne kabhi ye socha na tha.

Bhula diya usne ek pal me muje,
Jiski yaad me me raat bhar sota na tha..

Tolate hai daulat se har rishte ko aaj,
par pehle to aisa kabha hota na tha.

Gairo ke gham me bhi hua me sarik,
Par mere asko ko to apno ne bhi pocha na tha.

Logo ne kyu ujaad diya chaman mera,
Maine kisi ke aagan ka suman nocha na tha.

Warm & Regards

Aditi Jindal

Arzoo

Kuch Khoi Khoi Aankheen

Tuesday, September 30, 2014




Aankhoon se meri koun mere khawab ley geya
Chashm sadaf se gohar nayab ley geya
Is shehar khush jamal ko kis ki lagi hay aah
Kis dilzada ka gariya e khunaab ley geya
Kuch na KHUDA k faiz se sahil bi dour tha
Kuch kismatoon k phir main gardaab ley geya
Wahan shehar dobtey hain, edhar behas k unheen
Khm ley geya hai ya khm mehrab le geya hai
Kuch khoi khoi aankheen bi moujoon k sath then
Shayad unheen baha k koi khawab le geya
Tufaan abrobaad main sab geet kho gaey
Jhonka hawa ka hath se mazrab le geya
Gairoon ki dushmani ne na mara, magar hameen
Apnoon k altafat ka zehraab le geya
Aey aankh ! ab toh khawab ki duniya se loot aa
"Masgaan toh khool ! shehar ko salab le geya !


Collected By :
! ! ! Shaiprajapati ! ! !

Arzoo

Mazaar-E-Dil

Monday, September 29, 2014


http://i27.tinypic.com/6y04dc.jpg
Tu Ne Chord Diya Jise
Apna Mureed Karke Aaye Ishq
Woh Aaj Bhi Tere Mazaar-E-Dil
Ka Mujawar Bana Baitha Hai

**************************
Thanks & Regards
Mrs Rubina Yasmeen
***************************

Contact Us

Name

Email *

Message *