Chahe Jane Ki Kise Hasrat Nahi Hoti
Magar Har Kisi Ki Aisi Kismat Nahi Hoti,
Koi Aik Hota Hai Jo Sama Jata Hai Dil Mai
Har Kisi Se To Yun Mohabbat Nahi Hoti,
Pyar Khareedna Hai To Khareedo Pyar Se
Ye Jazba Hai Anmol Iski Qeemat Nahi Hoti,
Tum Bhool Gaye Ho To Ye Aur Baat Hai, Warna
Bhool Jana Har Kisi Ki Aadat Nahi Hoti,
Unko Dekhne Se Jo Milta Tha Dil Ko Saroor
Ab Kisi Ko Bhi Dekhne Se Wo Rahat Nahi Hoti....
Presented By
Chandni
Gunchey khiltey hain kaanton mein
Ik dard nibhaanaa hotaa hai!
Ik dard nidaa ban jaataa hai;
Ik dard nishaanaa hotaa hai!
Rukhsat kartey apney us ko,
Ik dard dabaanaa hotaa hai!
Doli uthhatee hai: seeney mein,
Ik dard chhupaanaa hotaa hai!
Lamhah aataa hai aisaa bhee,
Ik dard bataanaa hotaa hai!
Aisey bhee hain, jin ko jab-tab,
Ik dard bhunaanaa hotaa hai!
Ik dard duaa ban jaataa hai;
Ik dard fasaanaa hotaa hai!
Gazalon mein dhhaal, sarey mahfil,
Ik dard sunaanaa hotaa hai!
Wo hamko sataatey hain jab, tab
Ik dard jataanaa hotaa hai!
Meelaad-e-sukhan key liye, 'Naaz',
Ik dard jagaanaa hotaa hai!
Ik dard bahaanah hotaa hai!
Ik dard suhaanaa hotaa hai....
Presented by :
Shahnaaz
Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nahi,
Jhoota Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nahi.
Galtiyan Apni Maan Bhi Jate,
Par Kya Kare,Kasoor Hamara
Hume Unhone Bataya Hi Nahi.
Waqt Ne Sari Kahani Hi Badal Dali,
Pyar Ka Naam Jo Aata Hai To Dar Lagta Hai,
Zakham Kuch Aise Bhi Apno Ne Diye Hai Mujhko,
Ab Koi Haath Milata Hai To Dar Lagta Hai
Muhabbat Ki Saza Bay Misaal Di Us Ne,
Udas Rahni Ki Adat Daal Di Us Ne Jab Mare Jism Per,
Wo Apne Zakham Daikh Chukkato Jaan Bhooj Kar,
Kantoo Ki Shal Daal Di Us Ne
Kuch Uljhe Hue Swalon Se Drta He Dil,
Na Jane Tnhai Me Bikhrta Hai Dil,
Unko Pane Ka Khayal Koi Badi Baat Nahi Bas,
Unko Kho Dene Ke Khayal Se Darta Hai Dil.
Kya Zamaana Tha,Ke Hum Roz Mila Karte The,
Raat Bhar Chaand Ke Humraaz Phira Karte The,
Dekh Kar Aaj Jo Hume Chup Chaap Guzar Jate Hai,
Kabhi Us Shaks Se Hum Pyaar Kiya Karte The.
Tumhe Ab Bhul Hi Jaye To Acha Haiye h
Faslay Aur Bhi, Badh Jaye To Acha Hai
Teri Chahatain Hum Ko Nahi Hasil,
To Ab Ghair He Ban Jaye To Acha. Hai
Aaj Keh Diya Phir Na Kehna Kabhi Meri Nazro,
Se Dur Na Rehna Kabhi Khushi Bankar Labzo Pe,
Aaye Ho Tum Ashq Bankar Ankho Se Na Behna Kabhi
Is Dil Ki Gali Mei Sada Ker K To Dekho,
Yeh Rasm-E-Faqiri Ha Ada Ker K To Dekhoreh Jayegi,
Tumhari Her Ik Baat Adhuri,
Tum Khudko Kabhi Mujhse Juda Ker K To Dekho.
Pyar Ki Rasmo Ko Nibhaana Aasaan Nahi Hota,
Uski Kasmon Par Chalna Aasaan Nahi Hota,
Chhodh Diya Humne Pyar Karna Kyunki Apne,
Pyar Ko Kisi Aur Ke Saath Dekhna Aasaan Nahi Hota!
Kadam Yunhi Dagmga Gaye Raaste Se,
Warna Sambhlna Hum Bhi Jaante The,
Thokar Bhi Lagi To Us Pather Se,
Jise Hum Apni Zindagi Maante The.
Tamanna Dil Ki Hasrat Hai,
Poori Ho Jaye To Hum Khush-Kismat Hai
Na Poori Ho To Gam Na Karna,
Adhuri Rehna To Tamanna Ki Fitrat Hai.
Mat Roko Iss Behte Dard Ko,
Saza Hai Yeh Kisi Ke Intzar Ki,
Keh Lo Inhain Ashk Ya Diwangi,
Yeh To Nishani Hai Kisi Ke Pyaar Ki.
Kitabon Mai Rakh Ke Sula Gaya Ham Ko
Ankh Band Ki Aur Bhula Gaya Ham Ko,
Koi Ajeeb Musavar Tha Jo Barishon Ke Mosam Main
Kachi Deewaron Pe Bana Gaya Ham Ko.
Yuhi Apni Dosti Me Gehrai Rahe,
Chahe Kyu Na Umarabhar,
Judai Rahe.1 Hi Aarzu Dil Me Samai Rahe,
Saji Aapki Mehfil,Bhale Yahan Tanhai Rahe.
Kaise Hota Unhe Gam Hamari Ruswai Ka,
Jab Fark Hi Nahi Padta,
Unhe Hamari Judai Ka,
Khamoshi Se Kaha Hamne Jab Sara Gam,
To Ilzaam Laga Diya Bewafai Ka
Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,
Jhoota Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nhi.
Galtiyan Apni Maan Bhi Jate,
Par Kya Kare,
Kasoor Hamara Hume Unhone Bataya Hi Nhi
Waqt Ne Sari Kahani Hi Badal Dali,
Pyar Ka Naam Jo Aata Hai To Dar Lagta Hai,
Zakham Kuch Aise Bhi Apno Ne Diye Hai Mujhko,
Ab Koi Haath Milata Hai To Dar Lagta Hai
Muhabbat Ki Saza Bay Misaal Di Us Ne
Udas Rahni Ki, Adat Daal Di Us Ne
Jab Mare Jism Per Wo Apne Zakham, Daikh Chukka to
Jaan Bhoojh Kar Kantoo Ki Shal Daal Di Us Ne
Sath Dene Ka Vada Kiya Hai,
Shikwe Sehne Ka Vada Kiya Hai,
Agar Bhula Bi Denge Aap Hume To Kuch Na Kahenge,
Humne To Apko Khusi Dekne Ka Vada Kiya Hai.

Jaise Chahte The Hum Unhe
Wo Bhi Hume Chahte To Kya Baat Hoti,
Pane Ka Armaan To Tha
Bin Maange Mil Jate To Kya Baat Hoti,
Is Dil Mai Pyar Tha Kitna
Wo Jaan Lete To Kya Baat Hoti,
Humne Maanga Tha Unhe Khuda Se
Wo Bhi Humne Maang Lete To Kya Baat Hoti....
Presented By :