Itni namdeedah si, bersi hay yeh, kaisi baarish
Kia taalluq tha,meri aankh say, achhi baarish !
Tum bhi ho,raat bhi, mosam ka,-- gulabi Sehra
Or phir oos pe , qayamet ho, ghazab ki baarish
Yoon to mosam ki, her ik rutt hi, suhani thehri
Perbat-e-ishq pe,-- hoti nahi, thandi baarish
Musk-o-amber ki, he kushboo k faza, -nikhri he
Oskay haathon ki hina choom kay guzri baarish
Ji main aata he, ke ankhon main ,saja ker rekhlon
Aa kay thehri hay, meri aankh main, piyasi baarish
Tham gaieen hain, kahin door hawain ,derr say
BURQ ki goonj main, dekhi na thi ,aaisi baarish
Presented By : Shahnaaz

Are Hame To Apno Ne Luta,
Gairo Me Kahan Dum Tha.
Meri Haddi Wahan Tuti,
Jahan Hospital Bandh Tha.
Mujhe Jis Ambulence Mein Dala,
Uss main Petrol Kam Tha.
Mujhe Rikshe Me Isliye Bithaya,
Kyon Ki Uska Kiraya Kum Tha.
Mujhe Doctron Ne Uthaya,
Nurso Me Kahan Dum Tha.
Muje Jis Bed Per Letaya,
Uske Niche Bum Tha.
Muje To Bum Se Udaya,
Goli Me Kahan Dum Tha.
Mujhe Sadak Main Dafnaya,
Kyon Ke Kabristan Mein Function tha.
Gairo Me Kahan Dum Tha.
Meri Haddi Wahan Tuti,
Jahan Hospital Bandh Tha.
Mujhe Jis Ambulence Mein Dala,
Uss main Petrol Kam Tha.
Mujhe Rikshe Me Isliye Bithaya,
Kyon Ki Uska Kiraya Kum Tha.
Mujhe Doctron Ne Uthaya,
Nurso Me Kahan Dum Tha.
Muje Jis Bed Per Letaya,
Uske Niche Bum Tha.
Muje To Bum Se Udaya,
Goli Me Kahan Dum Tha.
Mujhe Sadak Main Dafnaya,
Kyon Ke Kabristan Mein Function tha.
as salaam o alei kum
rasmaei duniyaa hei bhalaa kease nibhate waade
zoar chaltaa hi nahi dil kaa jahaan ke aage
kesaa ye pyaar he kesi haye majbuari
tare ho kar bhi nahi, teare kesi he duari
koi ham ko ye bataa de ki karei kya ab ham
zoAr chaltaa nahi apna to jahaan ke aage
bibbo tu khuwaab naa wo deakh jo naa ho pure
raat ki neend ke sapne kya hiwe hei pure
apna khayaal rakhna
ALLAH HAFIZ
WRITTEN BY :
HAMEEDA BIBBO AMEER
= = = = = = = = = = = = = = = = =
Thanks & Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
= = = = = = = = = = = = = = = = =
as salam o ale kum
Khushiyaa jahaan ki qadam tere chumei
Koi gam na aye kabhi tujh ko chunei
Zamaane ki khushi tujh ko milein sab
Sabhi ki duaoyei qadam tere chumei
Meri ye dua he, sadaan meri beaty
Sada khush rahe,har khushi tujh ko chule
Jahaa tu rahe hon khushiyaa hi . 2
Labo ko tabassum hamesha hi chumei
Na babul ki yaadei kabhi bhi satayein
Tu shushiyon ke jhule mein aese, jhulle
Biddaa ho rahi he tu babul ke ghar se
ye sari duayei, qadam tere chumei
Tadhafta he ye dil, judai jo aayi
Zamane ki reetei hei, babul se khelei
Khushiyaa jahaan ki qadam tere chumei
Koi gam na aye kabhi tujh ko chunei
Apna khayal rakhna
ALLAH HAFIZ
Writen by :
Hameeda bibbo.ameer
As salaam o aleku
Teri Chahat Mei Kitne Zulm Sahe Hei Hamne
Teri Chahe Ke Liye Kuch Bhi Kiya Tha Ham Ne
Koi Shikwa Na Gila Tujh Se Kiye The Ham Ne
Chup Chup Kar Sadaa Ashq Piye Hei Hamne
Hamne Chaha Tujhe Chip 2 Ke Sadaan Duniya Se
Lab Si Kar Bhi Ruswaai Uthaai Ham Ne
Rasmei Duniya Kya He Na Khabar Thi Ham Ko
Baat Dil Ki, Maan Kar Ruswai Uthaayi Ham Ne
Dil To Diwaana He, Ye Jane Jahaa, Saraa He
Dil Ki Batein Mane Ye Jahaa Saraa? Ham Bhi Mane
Ham To Kehte The Sadaa Ham Na Karenge Ulfat
Aap Ko Dekh Ke Ye Todi Kasam Bhi Ham Ne
Aaj Malum Huwaa Ishq Ka Matlaab Ham Ko
Bibbo Apne Se Bhi Zyaada Chaha Ham Ne
Apna Khayaal Rakhna
Allah Hafiz
Written By :
Hameeda Bibbo Ameer

Usko chaha to bahut magar wo mila hi nahi
Lakh koshish ki magar faasla mita hi nahi
Usko zamane ne majboor is qadar kar diya
Ke meri kisi sada pe wo ruka hi nahi
Khuda se jholi phaila ke maanga tha usay
Khuda ne meri kisi dua ko suna hi nahi
Har aik se poocha sabab uske na milne ka
Har aik ne bataya ke wo mere liye bana hi nahi
Main tamaam umar ki koshish ke bawjood nakaam ho gaya
Aur wo usko mil gaya jis ne usay kabhi maanga hi nahi
Itni shiddat se chaha magar tu kisi aur ka ho gaya
Shayad is jahan mai wafa ka koi sila hi nahi
Presented By :
Shahnaaz