Dard ki dastaan main sunao kaise?
Dost ne diya dhoka bataoun kaise,
Dosti ki gazle wo khud likha karta tha,
Aaj usi ne ki hai Bewafi bataoun kaise,
Aashq meri ankhon se behte gaye,
Teri bewafayi k kisse jab mashoor hogaye,
Dard tho us bewafai ka hame na huwa,
Dard tho tab huwa jb isme kisi ki jaan legaye,
Apni masoomiyath ka kitna faida utaoge dost..
Is baar mouqa mila hai sudar jao
warna kal tum pachtaoge dost..
Written composed by:
Javeed Shayar
kabi jo hum nahi honga
kaha kis ko bataoga
wo apni uljanein sari
wo bechaini main doobe pal
wo aankhon main chupe aansu
kise phir tum dikhao gay
kabi jo hum nahi hongay
bahot bechan hongay
bahot tanha reh jaogay
abhi bhi tum nahi samjhay
humari ankahi batain
magar jab yaad aayeingay
bahot tum ko rulayeingay
bahot chaho gay phir bhi
hamay na paongay
Presented By :
Main ek khula aasman hu chahat ka,
Main ek khula darbar hu ibaadat ka..
pehchanta nahi koi bhi peshigi meri,
Fir bhi ummeed hai sabko meri rehmat ka.
Karta nahi kux bhi mazeel paane ko,
aur diya karta hai wasta mujhe mannat ka,
Khod kar khai dusro ki zindagi mein,
rakhta hai khwab jaane ko jannat ka,
laga ke sir mere tohmat lakhaon,
Mangta hai ye insaan guldasta mohabbat ka.
Join Our Group
http://groups.yahoo.com/group/BeautifulShayari
Main ek khula darbar hu ibaadat ka..
pehchanta nahi koi bhi peshigi meri,
Fir bhi ummeed hai sabko meri rehmat ka.
Karta nahi kux bhi mazeel paane ko,
aur diya karta hai wasta mujhe mannat ka,
Khod kar khai dusro ki zindagi mein,
rakhta hai khwab jaane ko jannat ka,
laga ke sir mere tohmat lakhaon,
Mangta hai ye insaan guldasta mohabbat ka.
Join Our Group
http://groups.yahoo.com/group/BeautifulShayari
Nadi,Nale Ko Khatre Ko Samander Hum Nahi Likhte
Har Ek Zarre Ko Khursheed Munawar Hum Nahi Likhte
Baraye Housla Afzai Toh Likh Sakte Hain Laikin
Baraye Maslihat Kamtar Ko Bartar Hum Nahi Likhte
Kisi Ko Yunhi Azrah-E-Tamaskhar Likh Diya Hoga
Gar Har Kisi Badtarr Ko Behtar Hum Nahi Likhte
Humari Sadah Luhi Humko Deti Hai Fareb Aksar
Shawori TaurPar Rehzan Ko Rehbar Hum Nahi Likhte
Zaroori Hai Who Thoda Sa Dil Ka Bhi Tawangar Ho
Har Ahel-E-Maal Doulat Ko Tawangar Hum Nahi Kehte
Bila Khouf Wo Khatar Likhte Hain Hurf-E-Haq Jo Likhte Hain
Kisi Firoun Se Maroob Hokar Hum Nahi Likhte
Tumhe Yunhi Mazaqann Dushman-E-Jaan Likh Diya
Sitamgar Ko Bhi Waise Toh Sitamgar Hum Nahi Likhte
Mili Hai Baqt Se Naqd Wo Basirat Ki Nazar Humko
Chamakte Kaanch Ke Tukdoun Ko Gouhar Hum Nahi Likhte
Thanks Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
Join My Group
http://groups.yahoo.com/group/BeautifulShayari
aagai hei bhaarei ajaao
dil ne tum ko pukaraa ajaao
dil ki kaliyaa hei ankhili si sanam
phool in ko bnane ajaao
bekaraari he ,ab shamo seahar
tum bahaarei leke ajaao
ruthi shushiyaa he, aaj jo ham se
sath apne wo sari leaao
sadiyaa beety he eintzaar mei ye
apna didaar ab to leaao
ashq behte hei, be shumaar sanam
ashq moty bnaane ajaao
sari duniyaa lage viraanisi
aaj mehfil sajaane ajaao
apna khyal rakhna
ALLAH HAFIZ
written by :
Hameeda bibbo ameer
Tum mujjhe chhod kar chale gaye,
is baat ka mujjhe gham nahi hai,
gham hai toh sirf is baat ka ,ki tum,
humse apna dil bhi chhheen kar chale gay
tumhi ko dil diya,tumhi ko jaan denge,
kabhi mujjhse yeh kaha karte the,
inhi baaton ke sahare tumhara intezaar kara..
inhi yaadon mein apni zindagi bita dengee
Syed Saif
pni Tanhayi Mere Naam Pe Aabad Kare
Koun Hoga Jo Mujhe Usski Tarah Yaad Kare
Dil Ajab Shaher Ke Jis Par Bhi Khula Darr Usska
Woh Musafir Usse Har Simt Se Barbaad Kare
Apne Qatil Ki Zahanat Se Pareshan Hoon Mein
Roz Ek Mout Naye Tarz Ki Aijaad Kare
Itna Hairaan Ho Meri Betalbi Ke Aage
Woh Qafas Me Koi Darr Khud Mera Sayyad Kare
Usski Mutthi Me Bohut Roz Raha Mera Wajood
Mere Sahir Se Kaho Ab Mujhe Aazad Kare
( Parveen Shakir )
Thanks & Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
Pyar se jiyo,
Gum ki raat na guzar jaye to kehna.
Pyar se dekho,
Pyar hi pyar na nazar aaye to kehna.
Dil se yaad to karo, mera MAIL na aaye to kehna.
Tere khwabo se koi tuje dur Na kare
Tujse narazgi ki koi bhul Na kare
Hr shisha Tere chehre ka gulam hO jaye
Wrna tute wo Aina jo tuje Kubul na kare
Santa: Mai duvidha me Fass gya hu.
Banta:Konsi?
Santa: Biwi makeup kare to kharcha bardasht nhi hota.
Aur na kare to biwi bardasht nhi hoti
Gum ki raat na guzar jaye to kehna.
Pyar se dekho,
Pyar hi pyar na nazar aaye to kehna.
Dil se yaad to karo, mera MAIL na aaye to kehna.
Tere khwabo se koi tuje dur Na kare
Tujse narazgi ki koi bhul Na kare
Hr shisha Tere chehre ka gulam hO jaye
Wrna tute wo Aina jo tuje Kubul na kare
Santa: Mai duvidha me Fass gya hu.
Banta:Konsi?
Santa: Biwi makeup kare to kharcha bardasht nhi hota.
Aur na kare to biwi bardasht nhi hoti
Har traf har jagah bay shumaar aadmi
phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi
subah se shaam tak bojh dho tha hua
Apni hi laash ka khud mazaar aadmi
har taraf bhagte dodte raaste
har taraf aadmi ka shikaar aadmi
roz jeeta hua roz marta hua
har naye din,naya intezaar aadmi
zindagi ka mukaddar safar dar safar
aakhri saans tak beqraar aadmi
aakhri saans tak beqraar aadmi
Presented By:
Syed Saif
Suchh Kehte Hain Log Ke
Succhha Dost Zindagi Ke Shaan Hain
Main Abtak Dhund Nahi Paaya
Ke Mera Succhha Dost Kaun Hain
Meri Nazar Se Dekhoo
Toh Mera Her Ek Dost Meri Jaan Hain
Par Unki Sabse Pyarii Cheez
Apni Apni Jaan Hain
Isi Khayaal Mein Yaaro
Mera Dil Pareshaan Hain
Main Abtak Dhundh Nahi Payaa
Ke Mera Succhha Dost Kaun Hain
Presented by :
Syed Saif
Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai.
Kuch meethe pal yaad aate hain,
Palko par aasoo chod jate hain,
Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana,
Dosti ke rishtey jindagi bhar kaam aate hain.
Presented By :
Syed Saif