Dil ki chokhat pe ek deep jala rakha hai
Tere laut aane ka khwab dekh rakha hai
Saans tak bhi nahin lete hain tujhe sochte waqt
Hum ne is kaam ko bhi kal pe utha rakha hai
Rooth jaate ho to kuch aur haseen lagte ho
Hum ne yah soch ke hi tum ko khafa rakha hai
Tum jise rota hua chhod gayi the ek din
Hum ne us shaam ko seeney se laga rakha hai
Chein lene nahin deta yeh kisi tor mujhe
Tere yaadon ne jo toofaan utha rakha hai
Jaane wale ne kaha tha ke woh laut aaeygi zaroor
Ek isi aas pe darwaaza khula rakha hai
Tere jaane se jo ek dhool uthi thi ghum ki
Hum ne us dhool ko aankhon mein bassa rakha hai.......
Dil ki chokhat pe ek deep jala rakha hai
Tere laut aane ka khwab dekh rakha hai
Presented By :
Amrita Tiwari

Har kadam pe dhoke milte rahege
par fiza me phool phir bhi khilte rahege
yeh haqeeqat hai lowg aksar badal jate hai
par phir bhi anjaano se dil milte rehte hai..!!
` yaado main kabhi aap bhi khoye hoge
khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge
maana hasna hai aadat gum chupaane ki
par haste haste kabhi aap bhi roye hoge..
Presented By :
Syed Saif

as slam o alekum
pyaar karte ho to pyaar ki rasme bhi suno
pyaar jisse bhi karoge use tum dil se hi karo
pyaar wo cheez he jisse ye jahaa panpaa he
pyaa ke age , khudaa-aasma bhi jhukta he
tum jise chaho use dil se bhulana, na kabhi
bewafaai. dagaa se to jahaa ye dartaa he
tum jise chaho palko pe bitha kar rakhna
tum jise chaho usse dil me bsakar rakhna
pyaar wo chiz he milta nahi sab ko logoo
pyaa mil jaye to phir dil mei bsaa kar rakhna
pyaar ki qadr jo nahi karte jahaa mei logo
maaf karta nahi khudaa bhi suna he logoo
apna khyal rakhna
ALLAH HAFIZ
written by : Hameeda bibbo.ameer
Dard ki dastaan main sunao kaise?
Dost ne diya dhoka bataoun kaise,
Dosti ki gazle wo khud likha karta tha,
Aaj usi ne ki hai Bewafi bataoun kaise,
Aashq meri ankhon se behte gaye,
Teri bewafayi k kisse jab mashoor hogaye,
Dard tho us bewafai ka hame na huwa,
Dard tho tab huwa jb isme kisi ki jaan legaye,
Apni masoomiyath ka kitna faida utaoge dost..
Is baar mouqa mila hai sudar jao
warna kal tum pachtaoge dost..
Written composed by:
Javeed Shayar
kabi jo hum nahi honga
kaha kis ko bataoga
wo apni uljanein sari
wo bechaini main doobe pal
wo aankhon main chupe aansu
kise phir tum dikhao gay
kabi jo hum nahi hongay
bahot bechan hongay
bahot tanha reh jaogay
abhi bhi tum nahi samjhay
humari ankahi batain
magar jab yaad aayeingay
bahot tum ko rulayeingay
bahot chaho gay phir bhi
hamay na paongay
Presented By :