AS SLAM O ALE KUM
KEASAA WO ROG DE, GAYAA DIL KO
KHUD SE KHUD HI jUDA HUWE HAM TO
KHUD KI KHUD HI, NAHI KHABAR HAM KO
KEASAA YE, ISHQ HO GAYAA HAM KO
PYAAR SUN TE THE HAM TO DUNIYAA SE
TUJH KO CHAHAA, HUI KHBAR HAM KO
KITNAA MUSH KIL HE TERE BIN JINAA
MOOT AJAYE AB LAGE HAM TO
APNAA KHAYAAL RAKHNA
ALLAH HAFIZ
WRITEN BY. H BIBBO AMEER
Dekhte hi dekhte 2011 chala jayega,
Dekhte hi dekhte 2012 aa jayega
Dekhte hi dekhte December aa jayega,
Dekhte hi dekhte sab waqt tham jayega
Na tu mujhe payega na mein tujhe paunga
Sara smaa dekhta reh jayega,
Na koi kuch sun payega na kuch mehsus kar payega
Or sab kuch simat kar reh jayega.
Or sab kuch simat kar reh jayega.
Dekhte hi dekhte 2012 aa jayega
Dekhte hi dekhte December aa jayega,
Dekhte hi dekhte sab waqt tham jayega
Na tu mujhe payega na mein tujhe paunga
Sara smaa dekhta reh jayega,
Na koi kuch sun payega na kuch mehsus kar payega
Or sab kuch simat kar reh jayega.
Or sab kuch simat kar reh jayega.
-NIKHIL KHATRI
Teri yaado ko abhi tak,
Seene se lagaye baitha hoo,
Is toote hue dil se ,ye aas jagaye baitha hoo,
Kabhi na kabhi to tu samjhegi hi,
Is dard-e-dil ka haal,
Jeete na sahi to,marne ke baad hi samjhegi,
Karti hun tujhse pyar bahut, aur karta rahoonga har dum,
Agar na ho yaki,
to kabhi bhi aajma lena mujhko humdum
Pyar to ho gaya tha,pahli najar me hi tujhse,
Par kya pata tha ki tu,
chod jayegi apni yaado ke sahare mujhe,
Karta hun intjaar aaj bhi tera,
Ek din to tu aayegi hi ye yaki hai mera.
Syed Saif
meraa pyaar jal rahaa hai aye chaand aaj chhup jaa
kabhii pyaar thaa hamein bhii terii Chaandni se pehle
main kabhii na muskuraataa jo mujhe ye ilam hotaa
ke hazaaron Gham milenge mujhe ik Khushii se pehle
ye ajeeb imtehaan hai ke tumhii ko bhoolnaa hai
mile kab they iss tarah ham tumhein bedilii se pehle
hai ye merii badnaseebii teraa kyaa qasoor iss mein
tere Gham ne maar Daalaa mujhe zindagii se pehle...
Presented By :
Shahnaaz Ali
dil pe zulfoon ka teri, palkon ka sirf sayaa he
teari suraat mei,mujhe chand nazaar ayaa he
dil meraa aaj he diwaana sanaam kuch aese
door ho kar bhi, har sans mei naam tera ayaa he
tum saa koi nahi duniyaa mei jahaa mei pyaara
tu hi tu he, jis pe apna, ye dilo jaan lutaaya he
badal ka chaand pe saya he jease wo sanaam
eisi tarha, mere dil mei, meri hasty pe, tu chayaa he
kesi diwaangi he meri , yaa mere khudaa
jahaa bhi dekhun bas wo hi wo, nazaar ayaa he
apna khayaal rakhna
writen by :
HAMEEDA AMEER
ALLAH HAFIZ