aslamualikum
ramaadaan mubarak
chal kahi aeyse deas ham jayei
jis jagha piyaar or mohabbat ho
koi nafrat na shikayat ho jahaan
har taraaf phool ho bahaarei hon
door tak ham jahaan nazar dale
piyar palta ho piyar basra ho
na koi apnaa ??? na praya ho
har taraf insaniyat ka sayaa ho
koi na jhut..??? na koi dehshat piyaar hi piyar ki wo dunia ho
ik duje ko sab lagaayen galle
na kisi ko kisi se dehshat ho
har zaban par sirf allah ho
har zaban par pehlaa kalma ho
jo khuda ne kahaa sabhi se he
pehle insaniyat ka chehra ho
har labbon par khilee taabassum ho
har kisi dil mei, (quraan) basta ho
ik ho kaar rahei saabi bhaai
chahe hinndu, ho ya sikkh, bhai
piyar ki har taraf sune boli
beti babbul ki hon sabbhi bholli
biwi hon nek dil sabhi ki jahaan
maa bhi sab ko hi..piyar deti ho
bhai behnon pe jan dete ho
behne sirf, bhai ko hi chahty ho
maal dolat ki na rahe chahaat
sirf insanniyat ki qimaat ho
ya khuda tu bnaa de aesa jahaan
jis me bas piyar.piyar paltaa ho
karle .bibbo. ki duaa tu qabool
har taraf phir to sirf jannate ho
apna khyal rkhna
allah hafiz
written by hameeda ameer
kisii ko apanaa banaane kii raat aa_ii hai
falak ka chaand bhii sharmaa ke muuNh chupaayegaa
naqaab ruKh se uThaane kii raat aa_ii hai
nigaah-e-saaqii se paiham chhalak rahii hai sharaab
vo aaj aa_e hain mahafil mein chaaNdanii lekar
AS SLAAM O ALEKUM
WO ROZ KHUWAAB MEI AANE KI BAAT KAR TAA HE
KUN HAKIQAT ME,I MILNE SE, ITNAA DARTAA HE
MEI ROZ KEHTY HUN, AANAA NA KHUWAAB MEI MERE
WO ROOZ KHUWAAB MEI, AA . AA KE TANG KAR TAA HE
KHULI JO AANKH TO KUCH BHI NAA NZAAR AYAA
WO SAPNAA AN DEKHA, RAATON KO SIRF ATAA HE
WO HASEEN KHUWAAB MUJH APNAA KUN BANAATA HE
SACH DUNIYAA MEI, AESAA BHI, (ISHQ ) HOTAA HE
WO CHAND TAARON MEI RAATO KO MUJH KO DIKH TA HE
WO DIN MEI BHOOLO MEI, KALIYOO MEI MUSKRAATA HE
WO IK KHUWAAB HE JO ROOZ MUJH KO ATAA HE
WO RAAT DIN MUJHE SAPNE NAYE DIKHA TAA HE
APNA KHYAL RAKHNA
ALLAH HAFIZ
WRITEN BY HAMEEDA AMEER
WO ROZ KHUWAAB MEI AANE KI BAAT KAR TAA HE
KUN HAKIQAT ME,I MILNE SE, ITNAA DARTAA HE
MEI ROZ KEHTY HUN, AANAA NA KHUWAAB MEI MERE
WO ROOZ KHUWAAB MEI, AA . AA KE TANG KAR TAA HE
KHULI JO AANKH TO KUCH BHI NAA NZAAR AYAA
WO SAPNAA AN DEKHA, RAATON KO SIRF ATAA HE
WO HASEEN KHUWAAB MUJH APNAA KUN BANAATA HE
SACH DUNIYAA MEI, AESAA BHI, (ISHQ ) HOTAA HE
WO CHAND TAARON MEI RAATO KO MUJH KO DIKH TA HE
WO DIN MEI BHOOLO MEI, KALIYOO MEI MUSKRAATA HE
WO IK KHUWAAB HE JO ROOZ MUJH KO ATAA HE
WO RAAT DIN MUJHE SAPNE NAYE DIKHA TAA HE
APNA KHYAL RAKHNA
ALLAH HAFIZ
WRITEN BY HAMEEDA AMEER
YAADEI THADHPAA RAHI HEI AAJAO
BIJLIYAAN BHI DARAA RAHI HAM KO
DAR HMEI LAG RAHAA HE AJAAO
YAAD WO RAAT AAJ AAI HE
DIL SE, DIL KI THI JAB SAGAAI HE
BHIGE HAM DONO IK CHATE MEI
BAAT WO SAARY YAAD AAI HE
DIL KI DUNIYAA THI JAB NAZAAR AAI
TERI BHANHOON MEI ZINDGI PAAI
KHOO GAYE THE SIRF CHAHAAT MEI
BAAT WO YAAD SAARY AAI HE
DIL TADHAAP TAA HE AANKH ROYI HE
ZINDGI GAM YE DUBODEE HE
SATH SAJAAN BAHAAR LE AAO
LOOT KE AAJ TUM BALAAM CHALE AAO
RAAT ROTY HE SATH AAJAO
ASHQ ( BIBBO ) KE MOTY BANAA NE AAJAO
APNA KHYAAL RAKHNA
ALLAH HAFIZ
WRITTEN BY
Regards
Dard Se Juda Rishta Aam Hai
Ashqo Se Likha Mera Kalaam Hai
Ishq Na Karna Kisi Se, Ye Mera Paigam Hai
Gumo Ka Sagar Hi Mera Naam Hai.
AS SLAM O ALEKUM
TU NAHI JAN TA ES DIL NE TERI EBADAT KI HE
TUJH KO MAANGA HE SADA RAB SE HASRAT KI HE
MAAN LE TU YE SANAM JAAN LE CHAHAT MERI
SARI DUNIA SE ALAAG TUJH SE CHAHAT KI HE
HAR TARAF TERA HI JAL WAA HE JIDAR BHI DEKHU
MERI DIWAAN GI NE DEKHO KESI MERI HALAAT KI HE
MERI RAAG RAAG ME SAMA YA HE PYAAR TERAA
MERI HAR SANS NE HAYE KESI YE ULFAT KI HE
SANS MEI MERI TU HE RUUH ME TU BAS TA HE
TU NAHI JAN TA KIT NI IS DIL NE MOHABBAT KI HE
APNA KHYAL RAKHNA
ALLAH HAFIZ
WRITTEN BY :
HAMEEDA AMEER
Humare baad chali rasm-e-dosti k nahi?
Hawa ki zad main koi shama phir jali k nahe?
Bichharr k jub bhi mile mujh se pochta hai wo shaqs,
K in dinon koi taaza ghazal howe k nahi?
Suna hai aam thi kal shab ko chaand ki bakhshish,
Bujhe gharon main bhi utri hai chandni k nahi?
Nikal k jis se howa apna dard awara,
Kisi k dil main wo mehfil bhi phir saji k nahi?
Wo rah-guzar jo andheron main saans leti thi,
Tumhare naqsh-e-qadam se chamak uthi k nahii?
Diyar-e-hijr se aaye ho kuch kaho Mohsin,
K sham-e-ghum bhi kisi morr per mili k nahi?*
By-Mohsin Naqvi*
Presenteb By :
Smart Boy