Aaj Khoya Hua Ek Dost Bohat Yaad Aaya
Acha Guzra Hua Waqt Bohut Yaad Aaya
Meri Aankh Ke Har Aansoo Pe Rone Wala
Aaj Jab Aankh Yeh Royi Toh Woh Bohut Yaad Aaya
Jo Mere Dard Ko Seene Mein Chupa Leta Tha
Aaj Jab Dard Hua Mujhe Toh Woh Bohut Yaad Aaya
Jo Meri Aankh Me Kajal ki Tarah Rehta Tha
Aaj Kajal Jo Lagaya To Bohat Yaad Aaya
Jo Mere Dil Tha Qareeb Faqat Uske Hi Aaj Jab Dil Ne Bhulaya Toh Bohat Yaad Aaya
Thanks Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
Haseen Khawab Mujhe Pehle Woh Dikhata Hai
Phir Uske Baad Badi Deir Tak Woh Mujhe Rulata Hai
Diya Hoon Jalta Hua Raham Kha Karam Farma
Tera Bigadta Hai Kya Kyun Mujhe Bujhata Hai
Wafa Ke Naam Se Jisko Kabhi Mohabbat Thi
Woh Ek Shaqs Mujhe Ab Bhi Yaad Aata Hai Bohut
Tujhe Khabar Bhi Hai Pather Mijaz Hai Yeh Duniya
Tu Sheesha-E-Dil Sang Se Lagata Hai
Tanhai, Kasak Dil Ki, Dard Ke Ansoo
Karam Se Apnoun Ke Tohfe Ruby Ye Pati Hai
Thanks Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
asslam o ale kum
mujh ko mamta wo yaad aati he
meraa bachpan wo yad ataa he
mera babul jhulata bhahoon mei
saraa bachpaan wo yaad aataa he
mujh ko baanhoon me wo jhulate tha
khud ko jhulaa meraa bnataa thaa
mujhko maamtaa wo yad ati he
rooz yadei mujhe sataati hei
aankhe sawan bnake jati he
yaadei bach pan mujhe staati hei
mere bhai or meri behne
mere maa baap ke the sab gehne
kitna piyaara wo zamana tha
aaj ye daur kesa aya khudaa
sare bichad kar dur bhethe hei
aapni apni 2 .kahani kehte hei
door bethe sabhi khushi se hei
bhul bhethe hei mamta babul ko
meri behne kitni piyari hei
karti wo piyaar aaj bhi kitna
mere babul ki ye khaani thi
char din ki wo zindgani thi
mere babul ki ye kahani thi
kabhi un ki bhi to jwaani thi
ham ko bhi ayega budhapa jab
yaad ayega unka saaya tab
he abhi waaqt tum samhal jao
unko naazdeek apne le,aao
bad me fir tum naa pachtana
jab karenge tumhare saath yehi
jo tumhaari nazaar ke tare hei
piyaar maa baap ko kaaro sab tum
apni aakhraat ko sawaanroo tum
maafi mowlaa se maanglo sab tum
Apna khyal rakhna
Allah hafiz
Written by :
HAMEEDA AMEER
asslam o ale kum
Maa meri aa .. chali bhi aa tu yahaa
Teri bety tujhe pukaare maa
Aaj tanhaa he tery bety jo
Yaadei teri mujhe rulaty maa
Yaad aaty he mujh ko batei saab
Mearaa bachpaan tujhe pukare maa
Chean miltaa nahi tere bin ab
Mearaa har pal tujhe bulaye maa
Bhool jaau tujhe mei kese bataa
Teri qurbaani yaad aayei maa
Teri har baat mei mohabbat thi
Teri har baat mei .. chahaat maa
Meri khushiyoon ki khatir tu roi
Kitni taklif .. tu uthai ..maa
Yaad mujh ko sabhi zmanaa hei
Mearaa bachpaan teri jawaani maa
Aaj yus mood pe hyun mei aai
Yaad teri mujhe sataaye.. maa
Kaash mei rehti zindgi bhar..yuhi
Teri gudiyaa wohi ..choti pyaari..maa
Ashq aankho se ye ..nahi rukte
Yaad teri ..bahut he… aai maa
tujh ko mei kese bhul.jayun bataa
tu meri .. rooh he.. meri pyari maa
Apna khyal rakhna
Allah hafiz
Written by :
HAMEEDA AMEER
asslam o ale kum
he kon saa ye , jahaan... aaj jahaan tu layaa
naa koi gam hei naa dard ka . he koi sayaa
jahaa bhi daalun nazaar. phool or baharei hei
nahi hei door tak ..ab khizaa ka he sayaa
dil to kartaa he lutaa dun ye zindgaani mei ..sanaam
padaa he pyaar ka dil par teraa jab se sayaa
dil meraa mangtaa duaa ye sanaam
zindgi bhar rahe mujh pe.. teraa yunhi sayaa
Apna khyal rakhna
Allah hafiz
Written by :
HAMEEDA AMEER
asslam o ale kum
KE.SAA WO ROOG DEGAYAA DIL KO
ZAAT SE JUDA KAR GAYAA MUJH KO
KHUD KI KHUD HI.. NAHI KHABAR AB TO
KEASAA YE ISHQ HO GAYAA HAM KO
PYAAR SUN TE THE HAM ZMANE SE
TUJH KO CHAHAA HUI KHBAR HAM KO
KITNA MUSHKIL HE TERE BIN JINAA
AESE JINE SE MAUT HI.. ACHCHI AB TO
Apna khyal rakhna
Allah hafiz
Written by :
HAMEEDA AMEER
asslam o ale kum
Sadiyaan bitaai hamne tere hi pyaar mei
aayaa na tu,, phir bhi tera... entzaar mei
Teare khayaal se hi ..dil ko hamne behlayaa,
Har ek pal mei, tujhe dil ne saadaanyei di hei..!
Ye teri yaad he jis ke sahare zindaa hei,
ye eshq he.. yaa khuda ..ye kesa pyaar he
Ye teri yaad he jo khuwaab naye sajati he,
Jo bite kaal mei hamei rooz leke jaati he..!
Tu ayegaa ye soch ke sharmate hei
dil ke Soye sabhi armaan jagjaate hei..
Apna khyal rakhna
Allah hafiz
Written by :
HAMEEDA AMEER
CHEAN PAYAA NAHI IK PAL BHI TUJH SE HOKE JUDAA
KEASE JI PAUNGI AESE MEI SANAM YE TO BATAA
YAAD TERY STAATY TADPATY RULATI HEI SANAAM
KESE BHOOLYU MEI TERE PYAAR KI BATEI YE BATAA
KITNI SIDDAT SE MUJHE TU KABHI CHAHTAA THAA SANAM
KESE KHUSH HE TU JUDAA.. HO KE MUJHE YE TO BATAA
BHOOL BETHAA HE TU SARE, KIYE WADE QASMEI
KYA ZAMEER TUJH KO, SATAA NAHI TERAA YE BATAA
Thanks Regards
written by :
hameeda ameer
naa koi raah naa manzil thi chal pade yunhi
wo kesi pyaas thi jo jag gai thi bas yuhi
ye kesi pyaas he dil ki meri, mere rabbaa
naa bujh saki he bujhane se bhi , mere rabba
wo ik pal tha chahat kaa, ji gaai sadiyaan
umr bitaai he bas us ki yaad mei rabba
umr bhaar jite rahe... or jiti rahe bas yuhi
wo jan apni kehtaa tha jab bhi miltaa thaa
naa jane kyun he khafaa aaj wo mere rabba
tu mery jan he tu meri he.. ye kehtaa thaa
wo ajnabi thaa.. nindoon mei dil mei rehtaa tha
wo mera khuwaab thaa , andekha mera apnaa tha
wo meraa khuwaab meri zindgi thaa sapnaa thaa
bibbo kyun aaj bhi dekhe tu wahi sapnaa
rulaa ke choor gayaa jo mujhe mere rabba
Thanks Regards
written by :
hameeda ameer