Apne Hathon Se Sanwarun Zulfein Uski,
Wo Shrma Kar Mohabbat Ka Iqraar Kare.
Wo Shrma Kar Mohabbat Ka Iqraar Kare.
Lipat Jaye Mujhse Aalm-E-Madhoshi Mein,
Or Josh-O-Janun Mein Mohabbat Ka Izhaar Kare.
Or Josh-O-Janun Mein Mohabbat Ka Izhaar Kare.
Ho Shab-E-Wisal Aesi Ya Rab,
Ke Bheegi Zulfon Se Mujhe Bedaar Kare,
Ke Bheegi Zulfon Se Mujhe Bedaar Kare,
Jab Use Chod Ke Jana Chahun “Wasiâ€,
Wo Roke Or Ik Raat Ka Israr Kare,
Wo Roke Or Ik Raat Ka Israr Kare,
Qasam Khuda Ki Main Kisi Or Ki Ho Nahi Sakti,
Ye Wada-E-Wafa Wo Baar-Baar Kare.
Ye Wada-E-Wafa Wo Baar-Baar Kare.
Khushbu Ki Tarah Jeena Bhi Asaan To Na Tha,
Phool Se Katra Katra Nichorra Gaya Mujhe,
Phool Se Katra Katra Nichorra Gaya Mujhe,
Mitti Ke Bartanon Ki Tarah Sari Zindagi,
Tora Gaya Mujhe, Kabhi Jorra Gaya Mujhe,
Tora Gaya Mujhe, Kabhi Jorra Gaya Mujhe,
Hathon Mein Somp Di Mere Kaghaz Ki Ek Nao,
Darya Ke Tez Dhare Pe Choda Gaya Mujhe.

Kahaan Se Shuruaat Karu Iss Fasane Ki,
Koshish Kare Koi Geet Gungunanae Ki,
Meri Gazlon Mein Unka Naam Aayaa To,
Shayri Par Bhi Uthi Ungilya Zamane Ki,
Koi Paigaam To Bhejo Ki Chale Aaye Aaj Woh,
Maut Sirhane Khadi Hai Unke Deewane Ki,
Aye Hawaon Yaad Dila Dena Unhe Wada Unka,
Suna Hai Aadat Hai Unhe Bhool Jane Ki.
Collecting Presented By :