*Unakee Kaafir Adaa Se Darataa Hoon
aaj Dil Kee Sazaa Se Darataa Hoon
jaantaa Hoon Ki Maut Barahaq Hai
jaane Kyoon Mai Kazaa Se Darataa Hoon
rahajano Se Bach Bhee Jaaoongaa
aaj Tak Rahanumaa Se Darataa Hoon
ghar Ke Aangan Me Jisake Dare Hain
magarabee Is Havaa Se Darataa Hoon
ahale-duniyaa Kaa Dar Nahee Mujhako
roze-‘mahashar’ Khudaa Se Darataa Hoon
Collecting Presented By :
Hum iss qadar tumpe
mar mittege
Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhege
Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad
Hamare baad hamare pyar ki daastaan duniya vaale likhege..
Dil se tera Khayal na jaaye to main kya karoon??
Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoo?
Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tuzhko
Magar Qismat wo lamha na laaye to main Kya karoo???
Aashiq hai tere sadiyo se hum.
itni mohabbat kisne ki hai sanam.
hadd se ziyada chaaha hai tumko humne.
maange tu jaan vi toh piche hatege na kabhi mere kadam.!!!!
Meri deewangi ki koi hadd nahin
teri soorat ke siva kuch yaad nahin
mein hu phool tere gulshan ka
tere siva mujh pe kisi ka haq nahin..
Teri aashiqui mein har had se guzar jayege
tu jitna bhulegi utna tujhe yaad aayege
dekh lena meri maut ke baad ae jaan-e-mann
tu bulayegi hum kabar chodke aayege..
Aye khat ja unke haathon ko chum le
Jab voh padhe to unke hothon ko chum le
Khuda na kare voh phade bhi dale
To girte girte unke kadmo ko chumle..
Iss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote hai
ek din dost dusre din rakeeb hote hai
iss liye toh mene mohabbat nahin ki hai
mohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai..
Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar
koi bhi aaina acha nahin lagta
teri mohabbat mein aise hue hai deewane
tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta...
Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhege
Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad
Hamare baad hamare pyar ki daastaan duniya vaale likhege..
Dil se tera Khayal na jaaye to main kya karoon??
Tu hi bata tu yaad bahot aaye to main kya karoo?
Hasrat ye hain ke ek nazar dekhloon tuzhko
Magar Qismat wo lamha na laaye to main Kya karoo???
Aashiq hai tere sadiyo se hum.
itni mohabbat kisne ki hai sanam.
hadd se ziyada chaaha hai tumko humne.
maange tu jaan vi toh piche hatege na kabhi mere kadam.!!!!
Meri deewangi ki koi hadd nahin
teri soorat ke siva kuch yaad nahin
mein hu phool tere gulshan ka
tere siva mujh pe kisi ka haq nahin..
Teri aashiqui mein har had se guzar jayege
tu jitna bhulegi utna tujhe yaad aayege
dekh lena meri maut ke baad ae jaan-e-mann
tu bulayegi hum kabar chodke aayege..
Aye khat ja unke haathon ko chum le
Jab voh padhe to unke hothon ko chum le
Khuda na kare voh phade bhi dale
To girte girte unke kadmo ko chumle..
Iss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote hai
ek din dost dusre din rakeeb hote hai
iss liye toh mene mohabbat nahin ki hai
mohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai..
Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar
koi bhi aaina acha nahin lagta
teri mohabbat mein aise hue hai deewane
tumhe koi aur dekhe toh acha nahin lagta...
bijliyoN kii hansii uRaane ko
Khud jalaataa huuN aashiyaane ko
(aashiyaanaa : shelter, home)
ro rahaa hai agarche dil phir bhii
muskuraataa huuN muskuraane ko
mutlaqan dilkashii na thii us meN
kaun suntaa mere fasaane ko
(mutlaqan : entirely, absolutely; fasaanaa : story)
chhiin lii us ne taaqat-e-parvaaz
aag lag jaaye aashiyaane ko
(taaqat-e-parvaaz : flyin ability)
"Shaad" itnaa hii ham samajhte haiN
ham samajhte nahiiN zamaane koi
Shayar : Naresh Kumar Shaad
Collecting Presented By :
Is Daur Me KisiKo Kisee Kee Khabar Naheen
chalate Hai Saath-saath Magar Hamasafar Naheen
apane Hee Daayaro Me Simatane Lage Hai Loga
aoro Kee Gam-khushee Kaa Kisee Pe Asar Naheen
duniyaa Meree Talaash Me Rahatee Hai Raat-dina
mai Saamane Hoon Mujh Pe Kisee Kee Nazar Naheen
vo Naapane Chale Hai Samandar Kee Vusaaten[1]
lekin Khud Apane Qad Pe Kisee Kee Nazar Naheen
raahe-vafaa Me Thokare Hotee Hai Manzilen
is Raaste Me Maut Kaa Koee Bhee Dar Naheen
sajade Me Sar Ko Kaat Ke Khush Ho Gayaa Yajeed
ye Saaf Buzadilee Hai Tumhaaraa Hunar Naheen
ham Log Is Zahaan Me Hokar Hai Gum ‘aziz’
jeete Rahe Hai Aise Ke Jaise Bashera Naheen
Collecting Presented By :