Wo mehndi lage hath dikha k Roi,
Me kisi or ki hon wo ye bta k roi,
Me bola kon he wo khushnseeb,
Wo mahndi se likha hua nam dekha k roi,
Kahen gham se phat na jaey jigr mera,
Wo hnste hnste muje hnsa k roi,
Dil na tote uska gham-e-hijar me,
Me b rOYa wo b meri aankh se aankh mila k roi,
Usne jana jb mere rone ka sbab,
Apne ansu meri hatheli pe sja k roi,
Jb b daikha use hnste hve daikha,
Wqt-e- hina hr khushi ko wo bhula k roi,
Dil ne chaha use g bhr k daikh loon,
Wo meri aankhun ki pyas ko bujha k roi,
Muj ko khone k gam me mohaal ho kr,
Wo meri tsveer ko honton se lga k roi.. :-(
WARM REGARDS & Collecting By :
Akhtar khatri
*****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
Me kisi or ki hon wo ye bta k roi,
Me bola kon he wo khushnseeb,
Wo mahndi se likha hua nam dekha k roi,
Kahen gham se phat na jaey jigr mera,
Wo hnste hnste muje hnsa k roi,
Dil na tote uska gham-e-hijar me,
Me b rOYa wo b meri aankh se aankh mila k roi,
Usne jana jb mere rone ka sbab,
Apne ansu meri hatheli pe sja k roi,
Jb b daikha use hnste hve daikha,
Wqt-e- hina hr khushi ko wo bhula k roi,
Dil ne chaha use g bhr k daikh loon,
Wo meri aankhun ki pyas ko bujha k roi,
Muj ko khone k gam me mohaal ho kr,
Wo meri tsveer ko honton se lga k roi.. :-(
WARM REGARDS & Collecting By :
Akhtar khatri
*****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
Bewfa Tum kabhi na the lekin
ye bhi Sach hai k Bewafaa se rahe
In chiragon mai Tel hi kam tha
kyon gilaa phir Hamein Hawa se rahe
Behas, shatranj sher, mausiqee
Tum nahi rahe to ye Dilaase rahe
Us k Bandon ko Dekh ker kahiye
Hum ko Umeed kya Khudaa se rahe
Zindagi ki Sharaab mangate ho
Hum ko dekho k pi ker b pyaase rahe
Collecting & Presented By :
Mujhay miti k ghar bananay ka shoq tha,
ussay ashianay giranay ka shoq tha,
main khud say rooth jata hoo aksar is liay,
mjhay rothay huway log mananay ka shoq tha,
usay waadon ki pasdari pasand na thi,
lekin mujhay ahad nibhanay ka shoq tha
main masroof tha tanhayoon ki talsh main
usay logoon say milnay milanay ka shoq tha
woh bewafa tha to ismain hirat kiy baat kiya?
mujhay b bewafa say dil laganay ka shoq tha!
WARM REGARDS & Collecting By :
Aleena
*****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
Tu Kisi Or Ki Jageer Hai Ai Jaan-E-Ghazal !
Log Tufaan Utha Denge Mere Saath Na Chal !
Pehele Haq Tha Teri Chahat K Chaman Per Mera !
Pehele Haq Tha Teri Khushbu-E-Badan Per Mera !
Ab Mera Pyaar Tere Pyaar Ka Haqdar Nahi !
Main Tere Gesu-O-Rukhsar Ka Haqdar Nahi !
Ab Kisi Or K Shano Pe Hai Tera Aanchal !
Log Tufaan Utha Denge Mere Saath Na Chal. !
Main Tere Pyaar Se Ghar Apna Basao(n) Kaise ?
Main Teri Maang Sitaro(n) Se Sajao(n) Kaise ?
Meri Qismat Mein Nahi Pyaar Ki Khushbu Shaiyad !
Mere Haatho(n) Ki Lakeeron Mein Nahi TU Shaiyad !
Apni Taqdeer Bana Mera Muqaddar Na Badal !
Log Tufaan Utha Denge Mere Saath Na Chal� !
Mujh se Kehtein Hein Ye Khamosh Nigahein Teri !
Meri Parvaaz Se Oonchi Hein Pnaahein Teri !
Or Gairat-E-Ehsaas Pe Sharminda Hun !
Ab Kisi Or Ki Baho(n) Mein Hein Bahein Teri !
Ab Kahaan Mera Thikana Hai Kahaan Tera Mehal !
Log Tufaan Utha Denge Mere Saath Na Chal
WARM REGARDS
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Dil Machalta Hai Aur Saans Rukti Hai,
Ab Toh Seene Mein Aaj Mujhe Utar Aane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Shokh Nazron Ko Sharm Aati Hai,
Thartharaate Hue Labon Ko Chain Paane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Raat Tanha Hai Aur Sard Mausam Hai,
Shola-E-Ehsaas Ko Ab Aur Bhadak Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Behke Hain Hum Fizaa Jo Behki Hai,
Dil Ko Dil Ruh Ko Ruh Mein Sama Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Bikhre Gesu Hain Bikhra Kaajal Hai,
Haule Haule Is Shab Ko Tum Guzar Jane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Abhi Aur Bhi Armaan Dil Me Baaki Hai,
Yuhin Baahon Mein Is Raat Ko Kat Jaane Do
Apni Mushkabaar Saason Se Mehek Jaane Do
Mujhe Baahon Mein Bikhar Jaane Do
WARM REGARDS
jab chand sitary chamak rahy hon
jab yadoon k phool baras rahy hon
jab deed ko nain taras rahy hon
jab ankhon se ansoo baras rahy hoon
Meri Pagal Mohabat tmhen yaad ayegi
jab tanhai se dil ghabraye gaa
jab tmhen akela pan sataye gaa
jab koi bhi na aye gaa
jab phool kitab main reh jae gaa
Meri Pagal Mohabat tmhen yad ayegi.
WARM REGARDS
tu nhi he to tera gham meri tanhai he
teri ek yaad he jo mere dil ko bhai he
ankhein nam he or dil me dard ka alam
honth si kar bhi ruswai yan uthai hei
kya gamon ko hi piyar kehte hei
ya taqdeere moohabbat hi judai he
haal dil ka kuch aaj aesa he sajan
tadhapte dil ne bhi pukara he
rooti ankho ne pukara he sana
rukti sanson ne bhi pukaara he
dil ki gehraai me tu bas taa he
dil ki dharkan ne bhi pukaara he
rukti sanson ne bhi pukara he
mera ye room-room kehta he
raat barsat ki he ajao rooh dil ne pukara he
bhige honton ne nam ankhon ne pukara he
WARM REGARDS
Ya Allah Mujhe Bacha
Aisi Neend Se Jis Se
Fajr Ki Namaz Qazaa Ho
Aisi Masrufiyat Se Jis Se
Zohar Ki Namaz Qazaa Ho
Aisi Susti Se Jis Se
Asar Ki Namaz Qazaa Ho
Aisi Mehfil Se Jis Se
Maghrib Ki Namaz Qazaa
Ho
Aisi Thakawat Se Jis Se
Ishaa Ki Namaz Qazaa Ho
Ameeen Ya Rabbul
Alameen
Ya Allah !
surely we have heard a preacher calling to the faith,
saying: Believe in your Lord, so we did believe;
Ya Allah !
forgive us therefore our faults,
and cover our evil deeds and make us die with the righteous.
surely we have heard a preacher calling to the faith,
saying: Believe in your Lord, so we did believe;
Ya Allah !
forgive us therefore our faults,
and cover our evil deeds and make us die with the righteous.
Ya Allah !
grant us good in this world and good in the hereafter,
and save us from the chastisement of the fire.
grant us good in this world and good in the hereafter,
and save us from the chastisement of the fire.
Ya Allah !
Accept From Us ;
Surely Thou Art The Hearing, The Knowing
Accept From Us ;
Surely Thou Art The Hearing, The Knowing
***************************
Aapki Dua Ki Talib
Mrs Rubina Yasmeen
***************************