Mere Dil Ki Ho Tum Dhadkan,
Nazar Ka Noor Bhi Tum Ho
Sukoon-e-Qhalb Ho Tum Hi,
Jigar Ka Khoon Bhi Tum Ho
Tumhen Sab Kuch Aata Karde Khuda
Jiski Talab Tum Ko
Tumhare Ird Gird Kante Nahin,
Bas Phool Shabnam Ho
Sada Hansti Rahen Aankhen,
Sada Banchen Ye Muskayen
Kabhi Bhi Zindagani May,
Nahi Ye Chasm Purnam Ho
Har Ek Din Eid Jaesa Ho,
Diwali Jaesi Har Raaten
Baharon May Kate Jiwan,
Kabhi Khushyan Na Phir Kam Ho
Dua Ab Rab Se Is Dil Ki Yehi Hai Ae Meri
Jahan Bhi Paon Pad Jayen,
Wahan Na Koi Bhi Gham Ho
Aameen
Written by Syed Iqtedar Hussain
Alias: Rameez Bakbak
�
Koi Mujh Se Puche
Ki Mein Kya Chahti Hoon
�
Mein Har Damm
" KHUDA" Ki Razaa Chahti Hoon
�
Nahi Chahti Mein Zamane Ki Doulat
Bass Mere RABB Mein
Teri Hi Razaa Chahti Hoon
�
Karoun Saari Umr
Buzrugoun Ki Qidmat
�
Sab Ke Diloun Ki
DUA Chahti Hoon
�
Hai Jo�Dushman Zamane
Me Mere Ya Rabb
Mein Unka Bhi Har Damm
Bhala Hi Chahti Hoon
�
Mein Dono Jahan Me
�
" AAYE KHUDA "
�
Tera Hi Faqat Aasra Chahti Hoon
�
Badal Jaye Naqsha Meri Zindagi Ka
Mein Aisa Koi Moujiza Chahti Hoon
�
Mein Zarra Hoon Ya Rabb
Tu Gouhar Bana De
Mein Ishq-E-Haqeeqi
Tera Chahti Hoon
�
Mein Faani Duniya Se Bezaar Hokar
" Sukoon-E-Qalb "
Aaaye KHUDA Chahti Hoon
�
Ya Allah Humari Ibadatoun Aur Jayez Duaoun Ko
Qabool Farmaa...... ...Ameeeeeeen
Please Take A Moment To Forgive Me For All Mistakes
And Make Dua For Me If You Have Received Anything Of Benefit
Share This Post With Ur Family & Friends
Guiding One Soul To Knowledge And Faith Is A Momentous Achievement
It Is What Will Earn Us Great Blessings Insha Allah
May Allah Accept This Little Service From Us
Ameen Ya Rabbul Alameen !!!!!!
**********************************
Rember Me In Ur Prayers
MRS RUBINA YASMEEN
**********************************
Mana ke Mai Paiso se Ameer nahi Hu..!!
.
Lekin Ye Baat
to sach Hai
.
Ki
Agar koi
Apna samjh Le
Toh
.
Uska Har Gam
Khareed Sakta Hu..!!
.
Lekin Ye Baat
to sach Hai
.
Ki
Agar koi
Apna samjh Le
Toh
.
Uska Har Gam
Khareed Sakta Hu..!!
Farz Karo Hum Ahle Wafa Hon, Farz Karo Deewanay Ho
Farz Karo Yeh Dono Batein Jhootee Ho Afsanay Ho
Farz Karo Yeh Jee Ki Bipta, Jee Say Jorh Sunai Ho
Farz Karo Abhi Or Ho Itni, Aadhi Hum Nay Chupai Ho
Farz Karo Tumhain Khush Kernay Kay DHodhay Humnay Bahany Ho
Farz Karo Yeh Nain Tumharay Such Much Kay Maykhanay Ho
Farz Karo Yeh Rog Ho Jhoota, Jhooti Peet Hamari Ho
Farz Karo Is Peet Kay Rog Main Sans Bhi Hum Per Bhari Ho
Farz Karo Yeh Jog Bajog Ka Hum Nay Dhong Rachaya Ho
Farz Karo Bus Yahi Haqeeqat Baqi Sub Kuch Maya Ho