as slam o ale kum
seep moty dil smandar he
jane kya kya is ke andar he
kitni chahat dil ke andar he..
kitni chahat dil ke andar he..
kitni nafraat is ke andar he
paa naa tum ko ho gar moty..
paa naa tum ko ho gar moty..
doob na phir to dil ke andar he
dil ki duniyaa hei ye bahut gehry ..
dil ki duniyaa hei ye bahut gehry ..
ye badaa naa huaa to achcha he
eispe pa.bandiyaa nahi kuch bhi
eispe pa.bandiyaa nahi kuch bhi
ye too do saal jesa bachcha he
eis ko koi fikar na fakaa he
eis ko koi fikar na fakaa he
ye to har haal muskraataa he
maantaa ye nahi jahaa rasmei
maantaa ye nahi jahaa rasmei
ye to bas pyaar pyaar chah. taa he
pyaar deta he pyar chahta he
pyaar deta he pyar chahta he
pyar se bas is kaa nataa he
zindgi bhar rahe ye bachcha ...
zindgi bhar rahe ye bachcha ...
MERI QURBAANI MERAA PYAAR JAB YAAD AYAA HOGAA
HAR TARAAF MERA HI JALWAA NAZAAR AYAA HOGAA
JAB YE AHSAAS USE DIL MEI STAYA HOGAA
QAREEB KISI KO NA, MERE SIWAA PAYAA HOGAA
KHUD HI KHUD SE JUDAA HUAA HO.GAA WO MERA SANAAM
US NE KHUD MEI MUJHE HI, SIRF MUJHE PAYAA HO..GAA
BITI BATON KO YAAD MOSAM NE DILAYAA HO GAA
PYAAR HAR SU, MERAA US KO NAZAAR AYAA HO GAA
SADIYAAN MENE BITAAI CHAHAAT MEI TANHAA USKI
AAJ US KO BHI MERI YAAD NE AESE HI TARPAYAA HO GAA
APNA KHYAL RAKHNA
ALLAH HAFIZ
WRITTEN BY :
HAMEEDA AMEER
Sender : asrar_ahmed14@yahoo.com






