Aur Nazar Bacha kar Guzar Gaya
Mein Thi Raastoun Se Beqabar
Aur Usse Manziloun Ka Sha'ur Tha
Naa Thi Aur Koi Bhi Ranjishein
Ke Usse Pasand Thi Shoqiyan
Aur Mujhe Apni Saadgi Pe Naaz Tha
asslam o alekum
kun mere zakhmo ko tum rooz hwaa dete ho
kun mujhe roz yun pichchee se sadaa dete ho
bhulnaa chahti hun mei jo puraani baatei
unhi baato ko mujhe yaad dilaa jaate ho
mera dil cheer ke dekho to kabhi tum aake
usmei bas teri hi tas weer nazar aayegi
bite moasam ki sabhi yaad he mere dil mei
glli mitti hi abhi dil mei nazaar ayegi
kitni diwaangi thi kabhi bato mei teari
wo diwaangi mujhmei tujhe aaj nazar ayegi
moot he dar pe mere aaj khadi he aakar
tere didaar ki hasraat mei jan bhi na jayegi
apna khyal rakhna
allah hafiz
Written by :
Hameeda Bibbo Ameer
Agar pyar nahi karna ho to dil ko na lagana
Apna chain kho kar khud ko na rulana
Jis dil ko pyar karna na usko tod dena
Yeh aaj ka nahi hai kissa hai purana
Ulfat me aaj dekho koi kya se kua bana hai ?
Koi ashq hai bahata koi ban gaya deewana
Kuch logo ne pyar ko aise badnam kar diya
Kyu karte ho pyar jab aata nahi nibhana
Kuch ladke ladkiyan pyar ko kyu khel hai samjhte ?
Kyu Dete Hai Gum Kisi Ko, Kyu Dete Hai Sikha Rulana
Kyu karte ho pyar jab aata nahi nibhana
Apna chain kho kar khud ko na rulana
Jis dil ko pyar karna na usko tod dena
Yeh aaj ka nahi hai kissa hai purana
Ulfat me aaj dekho koi kya se kua bana hai ?
Koi ashq hai bahata koi ban gaya deewana
Kuch logo ne pyar ko aise badnam kar diya
Kyu karte ho pyar jab aata nahi nibhana
Kuch ladke ladkiyan pyar ko kyu khel hai samjhte ?
Kyu Dete Hai Gum Kisi Ko, Kyu Dete Hai Sikha Rulana
Kyu karte ho pyar jab aata nahi nibhana