Raksha Bandhan

VERY HAPPY RAKHI DAY

Sunday, August 10, 2014




 
Hindu Festival Cards : Wishing You All That You Want... Raksha Bandhan
 
There's no other love like the love for a Bother.
  There's no other love like the love from a brother. 
 


Rakhi Celebrations
Kiran

 

This brief simple message is for thos who dont know

What is Raksha Bandhan?

In India, festivals are the celebration of togetherness, of being one of the family. Raksha Bandhan is one such festival that is all about affection, fraternity and sublime sentiments. It is also known as Raksha Bandhan which means a 'bond of protection'. This is an occasion to flourish love, care, affection and sacred feeling of brotherhood.

 

Good Morning

Goodmorning...have a nice day

Sunday, August 10, 2014

One midnight deep in starlight still
I dreamed that I received this bill:
..............In account with life:
Five thousand breathless dawns all new;
Five thousand flowers fresh in dew;
Five thousand sunsets wrapped in gold;
One million snowflakes served ice cold,
Five quiet friends; one baby's love;
One white-mad sea with clouds above;
One hundred music-haunted dreams
Of moon drenched roads and hurrying streams,
One June night in a fragrant wood;
One heart that loved and understood.
I wondered when I woke that day
'How much this would cost if I had to pay?'


Arzoo

Kisi tarashti hui aankhon ki raushni ho tum …

Sunday, August 10, 2014



Kisi tarashti hui aankhon ki raushni ho tum
Aakar jo gujre na kabhi aisi kashak ho tum
Har nabj main mahak hai bas teri yadon ki
Tum na samjho par kisi ki jindgi ho tum
Aur kiya mangu main rab se ye sochta hoon akshar
Meri to pahli aur aakhiri dua ho tum
Kubul jo kar lo to inayat ho jaye mujhpar
Ki in larjate huai labo ki har khushi ho tum
Tujhko yad karne ke bahane banata hai ye dil
Kaise samjhaun ki bas ek hansi khwab ho tum
Toot na jaye sanso ki dor yoon hi tere isq main
Ab to "Sanam" mera aakhiri intezar ho tum.

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Collected & Presented By :
Avinash Kundan
avinash.kundan@ymail.com

Arzoo

Tera pyar bhi aab mere liye kahar sa hai

Saturday, August 09, 2014



Tera pyar bhi aab mere liye kahar sa hai
Amrit bhi dogi mujhe wo bhi jahar sa hai
Teri ab koi ada nahi lubhati hai mujhe
Teri har ek chal khaufnak manjar sa hai
Jo bhi sama gaya tere pyar ki aagosh main
Chhin gayi jindgi uski kabhi aaya na hosh main
Tujhe pane ki khwahish pal rakhi thi kayi logo ne
Aaj wo har log yahan khamosh sa hai
Na jane aur kitne barbad honge tere nakhron se
Achha hai ab dur rahun tere lafro se...!!!

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Collected & Presented By :
Avinash Kundan
avinash.kundan@ymail.com

Arzoo

Aankhon me unki jab sisakTe huye dekha…

Wednesday, August 06, 2014


Aankhon me unki jab sisakTe huye dekha…
Dhundhla sa kahin apna chehra chupa dekha…

Ikrar-e-mohabbaT chupaaye na chuppe..
Phir bhi ek berang parde ko lehraaTe huye dekha..

Un aankhon me, nami ko sab bayaan karTe dekha..
Dard ko apne daaman me chipaaTe huye dekha..

Na de paaye apna dard woh mujhe kisi bhi haal me..
Phir bhi unke dard ko, apni palkon me uTarTe dekha..

Mere dard se bekhabar woh bhi nahi..
ChuhpTe chupaaTe siskiyon ko unhone bhi dekha…!!!

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Collected & Presented By :
Avinash Kundan
avinash.kundan@ymail.com


Arzoo

Agar Tum Mujhse.....

Monday, August 04, 2014

Bachna Chahte Ho
Tau Aisa Tau Ho Nahi sakta
Kayuki Mai Tumhare Dil Ke Pas hu
Itna ki Pukarne Ki Zarurat Bhi Nahi
Tumhe Khone Ka dar Hai mujhe Bhi
Per Mujhe Is Trha Mat dekho
Bhuul Jaao Kuchh Yaad Rakhne Ki
Zaroorat Hi Nahi
Ab Maine Paa Liya hai Tuje Ai Mere
Khawabi ki Pari
Jaanta Hu Mai teri Her Achhi Buri
Chahat Ko Tum Bhi Mehsoos Karo
Kuchh Kehne Ki Zaroorat Hi Nahi
Ab Jab Tum Mere Saath Ho Tau
Bhula Do Sab Dar Sab Veham apane
Mehssos Kro Payar Mera Mujhe
Kuchh Kehne Ki Zaroorat Hi Nahi
Chhoona Chaho Agar Sitaaro ko
Tau Thham lo Haath Mera
Tumhe Khush Rakhne Ko Sab Karunga
Mai Tumhe Kuchh Bhi Sochne Ki
Zaroorat Hi Nahi


Arzoo

Daman Pe Khoon

Sunday, August 03, 2014


Daman Pe Khun O Ashk Sajane Ke Liye Hai
Andaz Ye Bhi Ishq Jatane Ke Liye Hai

Mauje To Humsafar Hai,Ke Maujo.N Ka Khauf Kya
Har Mauj Kinare Ko Jagane Ke Liye Hai

Kiston Me Jaise Hota Hai Deedar Chand Ka
Betaab Vo Naqab Uthane Ke Liye Hai

Ye Poochti Hai Dil Ki Jalan Humse Baarhaa
Kya Aag-E-Askh Sirf Jalane Ke Liye Hai?

Betaabi-E- Visaal Aur Shart-E-Sabr Bhi!!
Ye Dil Fareb Rasm Nibhane Ke Liye Hai

Ghut Jaye Na Ye Dum Or_rah Jaye Faisla
Kya Sach Ke Liye Hai,Kya Fasane Ke Liye Hai

Mujko Yakii Hai, Kaha Hai-Tune Raqeeb Se
Ke Baat Ye Bus `Zidd' Ko Batane Ke Liye Hai..!!!

Non Stop Beautiful Shayaries More Only @ Beautiful-Shayari Group

Collected & Presented By :
Avinash Kundan
Avinash.Kundan@Ymail.Com

Contact Us

Name

Email *

Message *