dil ke angaan mei koi ayaa he.. Tuesday, March 27, 2012 as slam o ale kum dil ke aangan mei koi ayaa he saath apne bahaar layaa he har taraf phool or khili kaliyaa kitna dil kash hansi nazaara he us ke aane se mere jiwan mei sari dunia ki khil gai kaliyaa raat din us ko ham ne manga tha ap ne rab se dua ye kar te the usne sunli hmare dil ki sdaa ab to sajan pe sirf marte hei har taraf pyar ka nzaara he har taraf chand ni si bikheri he us ki sanso mei aesi khushbo he jese gulshan sabayei bikhri hei us ki rangat he duadh ke kesi chandni us mei phiki lagty he us ki aankhon mei he nashaa aesa sare mekhane jhute lagte hei bhigi zulfen us ki mujh ko to kale badal ghanere lagte hei bhig taa hun mei rooz barish mei aesa sawaan wo mujh ko lagty he us ke ane se dil ke angaan mei har taraf pyar - pyaar bikhraa he dunia lagti he jese jannat ye kya mohabbat ka ye nzaaraa he rab se karte hei ye dua ham to taa qyamat naa ho judaa ab to us ki banhoon mei jo moot aye wo nzaara bhi ham ko pyara he ishq or pyar kar ne walon ko bibbo.ki nazm ka ye isharaa he apna khyal rakhna allah hafiz Written by : hameeda ameer Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Hameeda Ameer, Intezar, Pyar Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook