Tumse milne ki aarju

Monday, August 11, 2014




Tumse milne ki aarju kiya karu main
Tere wade par kiya aitbar karu main
Shabnam ki badaulat chaman ki jindgi nahi hoti
Beraham hai, Mali se gila kiya karu main
Hamara bhi aagaj tha aashman tak manjil chhoo lene ka
Magar sahil khud hi dub gaya to kiya karu main
Wada kiya tha tujhko bhula dunga main
Apna wada khud bhool gaya to kiya karu main
Khushi ki talash thi "Dost" gam beshumar mile
Jindgi main koi khushi ras nahi aayi to kiya karun main....!!!


Collecting By :
Avinash Kundan

You Might Also Like

0 blogger-facebook

Contact Us

Name

Email *

Message *