Main Tere Pyaar May Ye Jaan Kya Imaan Deta
Kaash Tu Badhke Ye Kahdeti Ke Ham Aashiq Hain
Jeet Hi Jaata Main Jung Tu Jo Sahara Deti
Do Khadam Saath Bhi Chalti To Tujhe Paa Leta
Thali Ek Haath Se Bajti Nahi Kuch Bhi Karlo
Dono Milte Hain To Ek Goonj Janam Leti Hai
Ab Teri Yaad Hai, Nam Aankh, Lab Pe Aanhen Hain
Tujhse Main Dil Ko Lagane Ki Saza Paaya Hoon
Dard Hota Hai Badan May To Dawa Karte Hain
Dard-e-Dil Dard-e-Jigar Ki To Dawa Kuch Bhi Nahi
Ishq Ka Roog Nirala Hai Lagey Jisko Rameez
Dukh Se Daman Ko Bhare Chaen Mayasser Na Kare
Written By :
Syed Iqtedar Hussain
Alias :
Rameez Hussain [ Bakbak ]
woh pyar youn karta hai sambhalnay nahi daita,
phir dukh k samunder main ubharnay nahi daita,
us ki jafa bhi mashroot hai wafa k saaath ..,
woh dard to daita hai par ronay nahi daita..,
Warm & Regards
iqbal sheikh Don't Blame People
For Disappointing You
Blame Yourself For
Expecting Too Much From Them..!!
Ek Pall Me Barbaad Kardete Hain
Dil Ki Basti Ko Faraz...
Woh Log Dekhne Me
Aksar Masoom Hote Hain
-------------------------
Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
--------------------------
Meine Kab Tumse Mulaqat Ka Wadaa Chaha
Durr Rehkar Bhi Toh Tumhe Aur Zyada Chaha
Yaad Aaye Aur Bhi Tum Shiddat Se Mujhe
Bhulane Ka Tumhe Jab Bhi Iradaa Chaha
===========
Thanks & Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
==============
Aaye Yaad E Dost
Aaj Tu Jee Bhar Ke Dil Dukha
Shayed Ye Raat
Hijr Ki Aaye Naa Phir Kabhi
----------------------------
Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
------------------------------
Tere Wajood Se Wabastigi Tooti Thi
Naa Tooti Hai Naa Tootegi
Hum Apni Zaat Se Toh
Munkir Hosakte Hain
Magar
Teri Yaad Se Nahi
============
Thanks & Regards
Mrs Rubina Yasmeen
============
Saans Lene Se Bhi Teri Yaad Aati Hai
Har Saans May Teri Khusboo Bas Jaati Hai
Kaese Kahon Ke Saans Se Main Zinda Hoon
Jabke Saans Se Pahle Teri Yaad Aati Hai...
Baat Muqaddar Pe Aakar Ruki Hai Warna
Koi Kasar Toh Naa Chordi Thi Tujhe Chahne Me
------------------
Thanks & Regards
Mrs Rubina Yasmeen
-------------------
GOOD MORNING
Have A Nice Day
*******************
Best Regards
Mrs Rubina Yasmeen
**********************
Har Ghadi Tujh Pe Hi Mandlaon Main
Phool Hai Tu Tera Bhanwra Hoon Main
Bich Main Jaonga Tere Khadmaon May
Tu Hai Raahi Tera Rastaa Hoon Main
Aa Lipat Jayen Ek Duje Se
Bel Hai Tu Tera Mandwa Hoon Main
(Bel = Creeper, Mandwa = Support to climb the creeper)
Tujh Se Raoshan Hai Kayenaat Meri
Chand Hai Tu Andheri Raat Hoon Main
Rah Na Payenge Ham Juda Ho Ke
Phool Hai Tu Teri Khushbo Hoon Main
Har Lamha Saath Tere Raheta Hoon
Tu Hawa Hai Tera Jhonka Hoon Main
Written By :
Syed Iqtedar Hussain
Alias :
Rameez Hussain [ Bakbak ]
May Allah Bless You All
May Allah Shower His Mercies On You
Have A Great & Blessed Day
**************************
Rembr Me In Ur Prays
Mrs Rubina
Yasmeen
**************************
Kuuch to ehsaas-e-ziyaa.n thh-aa peh-lay
Dil kaa ye haal kahaa.n thh-aa peh-lay
Yuu.n naa ghabraa-ye huu-ay phir-tay thh-ay
Dil ajj-abb kuu.nj-e-amaa.n thh-aa peh-lay
Profound lyrics, especially the first two couplets:
It appears that the poet, Nasir Kazmi is narrating
the phase of maturity/adulthood.
Warm & Regards
iqbal sheikh Don't Blame People
For Disappointing You
Blame Yourself For
Expecting Too Much From Them..!!
Dil kaa ye haal kahaa.n thh-aa peh-lay
Yuu.n naa ghabraa-ye huu-ay phir-tay thh-ay
Dil ajj-abb kuu.nj-e-amaa.n thh-aa peh-lay
Profound lyrics, especially the first two couplets:
It appears that the poet, Nasir Kazmi is narrating
the phase of maturity/adulthood.
Warm & Regards
iqbal sheikh Don't Blame People
For Disappointing You
Blame Yourself For
Expecting Too Much From Them..!!
Same as above which is in Urdu...
Ashfaq Ahmed kahte hain!
Mera pahla bacha meri goud may tha.
Main ek baagh may baetha tha.
Aur maali kaam kar rahe they.
Ek
maali mere paas aaya aur kahne laga "mashaAllah bahot pyara bacha
hai-Allah is ki umar daraz kare"-main ne us se pucha "tumhare kitne
bachey hain?"-wo kahne laga "mere aath (8) bachey hain"-jab is ne aath
(8) bachon ka zikar kiya to main ne kaha ke "Allah un sab ko salamat
rakhey-laekin main apni mohabbat ko aath bachon may taqhseem karne pe
taiyar nahi hoon". ye sun kar maali muskuraya aur meri taraf cahera kar
ke kahne laga.
"Sahab Ji!!
Mohabbat Taqhseem Nahi Kiya Karte... Mohabbat Ko Zarb Diya Karte Hain"
(Taqhseem means Divide, and Zarb Means Multiply)
So just multiply to make it more, don't divide it.
RAMEEZ BAKBAK
Jane Kahan Gaye, Jane Kahan Gaye
Dil Mera Le Gaya, Le Gaya Woh
Dekhte Dekhte, Kya Se Kya Ho Gaya
Dhadkane Reh Gayi, Dil Juda Ho Gaye
Aaj Toota Hua, Dil ka Ye Saaz Hai
Ab Wo Naghmein Kahan, Sirf Aawaz Hai
Ghut taa Rehta Naa Dam Jaan Toh Chotti
Kaash Kehta Koi, Woh Mohabbat Naa Thi
Haal Kya Hai Mera, AaKe Khud Dekh jaa
Ab Tere Hath Hai, Jeena Marna Mera
Dua Ki Talib
Mrs. Rubina Yasmeen
Our Lord !! Accept From Us;
Surely U Are The Hearing, The Knowing.
Aaye Allah !!
Humse Ye Qidmat Qabool Farma,
Beshakk Tu Sunne Wala Hai Janne Wala Hai....