Manzil bhi nahin, thikaana bhi nahin Waapas mujhe ghar jaana bhi nahin Maine hi sikhaya tha unhein teer chalaana Ab mere siwa unka koi nishana bhi nahin....!!!
Umar bhar chaha ke zamin-o-aasman hamara hota Kash ke khuwaishon ka bhi koi kinara hota Yeh soch kar us musafir ko roka hi nahin Door jata hi kyun agar woh hamara hota
Wada karke bhool jaate hain log aksar..
Ab humein waadon ka aitbaar hi nahin hota..
Kissi ke pyar ne tadpaya hain itna..
Ke ab ashiqe ko kissi aur se pyar hi nahin hota..
I'm Sagar Shayar - I'm a not a poet, I'm a not special person but my thinking, thoughts, expression are "Special". This blog is a place where I want to share all the things I love to you! Keep
0 blogger-facebook