jab bhi ghar ki chat par jain naz dikhanay aa jatay hain Thursday, March 06, 2014 Jab Bhi Ghar Ki Chat Par Jain Naz Dikhanay Aa Jatay HainKesay Kesay Log Hamaray Ji Ko Jalanay Aa Jatay HainDin Bhar Jo Sooraj Ke Dar Se Galion Main Chupe Rehtay HainSham Atay Hi Ankon Main Wo Rang Puranay Aa Jatay HainJin Logon Ne In Ki Talab Main Sehraon Ki Dhool UdaiAb Yea Haseen Unn Ki Qabron Pe Phool Charhanay Aa Jatay HainKon Sa Wo Jadoo Hai Kis Se Gham Ki Andheri Sard Ghapa MainLakh Nisaai Sans Dilon Ke Rog Mitanay Aa Jatay HainUss Ke Reshmi Roomalon Ko Kis Kis Ko Nazron Se ChupainKesay Hain Wo Jinhain Yea Raaz Chupanay Aa Jatay HainHam Bhi "Munir" Ab Dunya Dari Kar Ke Waqt Guzarain GayHotay Hotay Jeenay Ke Bhi Lakh Bahanay Aa Jatay Hain...Collecting & Presented By : Visit Recent Shayaries Oh Mere Sanam Meri Khamoshi Ko Meri Khata Kehte Ho Hand Of Al-Mighty ALLAH (Allah Ka Hath) Some Beautiful Shayaries By Azhar Malik Kaise Ji Loon.... Dost Milate Hai Yahaa Kyun Aaj Ro Rahe Hai Tere Pyar Me Sanam MERI HYAAT HAI Bewafai Ka Kyun Ilzaam Lagate Ho Hume.. Happy Friendship Day Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Gazal, Intezar, Pyar, Smart Boy, Tamanna, Udas Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook