Ye kab kaha tha nizaron se khoof aata hai Saturday, March 08, 2014 Ye Kab Kaha Tha Nizaron Se Khoof Aata Hai,Mujhe Tou Chand Sitaron Se Khoof Aata Hai,Main Dushmano Ke Kisi Waar Se Nahin Darta,Mujhe Tou Apne Hi Yaaron Se Khoof Aata Hai,Khizan Ka Jabar Tou Seenay Pe Rok Laitey Hain,Humein Uddas Baharon Se Khoof Aata Hai,Milay Hain Doston,Be-Sakhion Se Gham Itne,Mere Badan Ko Saharon Se Khoof Aata Hai,Main Iltifaat Ki Khandaq Se Door Rehta Hon,Ta'aulqat Ke Gharon Se Khoof Aata Hai.Collecting & Presented By : Visit Recent Shayaries Oh Mere Sanam Meri Khamoshi Ko Meri Khata Kehte Ho Hand Of Al-Mighty ALLAH (Allah Ka Hath) Some Beautiful Shayaries By Azhar Malik Kaise Ji Loon.... Dost Milate Hai Yahaa Kyun Aaj Ro Rahe Hai Tere Pyar Me Sanam MERI HYAAT HAI Bewafai Ka Kyun Ilzaam Lagate Ho Hume.. Happy Friendship Day Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Gazal, Smart Boy, Tamanna, Yaad Newer Post Older Post You Might Also Like Lakon Sawal Hote HainSocha HaiMujhe Tum Pasand Ho 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook