|
Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na maang
Maine samjha tha ke tu hai to darakhshaan hai hayyaat
Tera gham hai to sham-e-dahar ka jhagra kya hai
Teri soorat se hai aalam mein baharon ko sabaat
Teri aankhon ke siwa dunya mein rakha kya hai
To jo mil jaye to taqdeer nigoon ho jaye
Yun na tha maine faqat chaha tha yun ho jaye
Aur bhi dukh hain zamane mein mohabbat ke siwa
Rahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa
Mujhe pehli si mohabbat mere mehboob na maang
Angeenat sadiyon ke taariq bahimanaa talism
Resham-o-atlas-o-kamKhwaab mein bunwaye hue
Jaa-ba-jaa biktey hue koochaa-o-bazaar mein jism
Khaak mein litharey hue, khoon mein nehlaaye hue
Jism nikaley hue amraaz ke tannuuron se
Peep behti hui jaltey hue naasuuron se
Laut jaati hai udhar ko bhi nazar kya ki jiye
Ab bhi dilkash hai tera husn mager kya ki jiye
Aur bhi dukh hain mohabbat ke dukh ke siwa
Rahatein aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa
Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na maang
WARM REGARDS Collecting By :
Akhtar khatri
*****help what we can with others in need...the world is ONE big family*****
Mila woh bhi nahi kertey,
Mila ham bhi nahi kertey.
Wafa woh bhi nahi kertey,
Jafa ham bhi nahi kertey.
Unhain ruswai ka dukh hai,
Hamain tanhai ka gham hai.
Gila woh bhi nahi kertey,
Gila ham bhi nahi kertey.
Kisi moar per takrao ho jata hai aksar,
Ruka woh bhi nahi kertey,
Roka ham bhi nahi kertey....
WARM REGARDS
इश्क़ ने तोड़ी सर पे क़यामत
ज़ोर-ए-क़यामत क्या कहिये
सुनने वाला कोई नहीं है
रूदाद-ए-मुहब्बत क्या कहिये
दिल है किसी का राज़-ए-हक़ीकत
राज़-ए-हक़ीकत क्या कहिये
हैरत-ए-जलवा मोहर-ब-लब है
जलवा-ए-हैरत क्या कहिये
उस पे किसी की तीर-ए-सितम सी
मश्क़-ए-सियासत क्या कहिये
ज़ोर-ए-क़यामत क्या कहिये
सुनने वाला कोई नहीं है
रूदाद-ए-मुहब्बत क्या कहिये
दिल है किसी का राज़-ए-हक़ीकत
राज़-ए-हक़ीकत क्या कहिये
हैरत-ए-जलवा मोहर-ब-लब है
जलवा-ए-हैरत क्या कहिये
उस पे किसी की तीर-ए-सितम सी
मश्क़-ए-सियासत क्या कहिये
Bahut Si Baaten Hain
Is Dil Mein
Duniya Ko Batlaaye
Kaun
Apani Bhi Kuchh
Mazboori Thi Unko
Ye Samjhaye
Kaun
Daag Hmaare Chehre
Per Tau Sabko
Dikhayi Dete
Hain
Lekin Khud Unke
Wazood Ko Aaina
Dikhlaye
Kaun
Hmaare Seene Mein
Bhi Dil Hai
Chot Hamen Bhi
Lagti Hai
Lekin Pattherdil
Logo Ko Baat Ye
Samjhaye
Kaun
WARM REGARDS
Neelam Saini
Ek lafz-e-mohabbat ka adna ye fasaana hai
simte to dil-e-aashiq,faile to zamaana hai
hum ishq ke maaro'n ka itna hi fasaana hai
rone ko nahi koi hansne ko zamaana hai
wo aur wafa-dushman,maane hain na maana hai
sab dil ki sharaarat hai aankhon ka bahaana hai
kya husn ne samjha hai,kya ishq ne jaana hai
hum khaaqnasheeno'n ki thokar mein zamaana hai
ae ishq-e-junoo'n-pesha!haan ishq-e-junoo'n pesha
aaj ek sitamgar ko hans-hans ke rulaana hai
ye ishq nahi'n aasaa'n bas itna samajh leeje
ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai
aansu to bahot se hain aankhon mein 'jigar' lekin
bindh jaaye so moti hai reh jaaye so daana hai.
Shayar : Jigar Muradabadi
Collecting Presented By :
Mere Dil Mein Ab Tak
Tere Zakhmo Ke Nishan
Baaki Hain
Aur Mere Dil Per Abhi
Tere Kuchh Ehsaan
Baaki Hain
Tu Naa Pehchane Meri
Surat Tau Koi Gan
Nahin
Magar Tere Dil Ke
Dar-O-Deewar Se Meri
Pehchan Abhi Baki Hai
Tu Bhi Zakham Khaye
Aur Tadpe Meri
Trha
Ab Tau Mere Dil
Mein Bas Ik
Yahi Armaan Baki
Hai
WARM REGARDS
Neelam Saini
Ishq to khud hee ho jaata hai
Dil bhi apna kho jaata hai
Jab aisa ho jaata hai
To dil bekaraar ho jaata hai.
Kyun hota hain humko pyaar
Mujhko nahi pata yaar.
Itna zaroor pata hai mujhko
Ek din ye bhi hoga tumko.
Jab hoga tumko pyaar
Hawa mein udoge tum bhi yaar
Khush rahoge hardam tum
Pyaar karoge pyaar se tum.
Aaj tumne jisko dekha hai
Shayad who hee tumhara apna hai
Abhi chalega pata nahi
Intezaar mein rahna har ghadi.
Maut Pe Bhi Hum Ko Pyar Hai ..!!
Tum Pe Bhi Aitbaar Hai ..!!
Dekhna Hai Pehle KauN Aata Hai ..!!
HumeY To DonO Ka Intezar Hai ..!!
Collecting By :
Ravi Attri
Kabhee Vo Shokh Mere Dil Kee Anjuman Tak Aae
mere Khyaal Se Guzare Mere SukhanTak Aae
jo Aafataab The Aisaa Huaa Tere Aage
tamaam Noor Sametaa To Ik Kiran Tak Aae
kahe Hai Log Ki Meree Gazal Ke Paikara Se
kabhee Kabhaar Teree Khushaboo-e-badan Tak Aae
jo Too Nahee To Bataa Kyaa Huaa Hai Raat Gae
meree Rago Me Tere Lamsa Kee Chubhan Tak Aae
ab Ashk Ponchh Le Jaakar Kaho Ye Naragisa Ko
agar Talaashe-nazar Hai Mere Chaman Tak Aae
tamaam Rishte Bhulaakar Mai Kaat Loongaa Inhen
agar Ye Haath Kabhee Maadare-vatan Tak Aae
jo Ishq Rooth Ke Baithe To Is Tarah Ho 'anaa'
ki Husn Aae Manaane To Sau Jatan Tak Aae
Collecting Presented By :