Yeh Kaisa Zakhm Paaya Hai Friday, July 26, 2013 Sabaah-E-Noor Hota Hai, Aur Gham-E-Shaam Bhi Hoti Hai Phir Aisa Wakt Ek Aata Hai, Jab Aankhein Namm Hoti Hai Jahan Tum Aa Nahi Sakte, Wahan Basera Karte Hain Jahan Shaam Tanha Hoti Hai, Jahan Rooh Hamari Rotee Hai Ki Abb Yaado’n Se Waabasta Hai, Laraztee Ye Meri Saansein Kyun Halki Si Aahat Par, Ye Aankhein Bekaraar Hoti Hai Yeh Kaisa Zakhm Paaya Hai, Jo Har Wakt Sabz Rehta Hai Ilaaj Hum Jitna Karte Hain….. Ye Takleef Dugnee Hoti Hai Jab Chale Jayenge Ek Din, Hum Teri Bazm Se ALAM Phir Tum Aaoge Milne, Jahan Kabr Tamaam Hoti Hai Collecting By : Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Gazal, Intezar, Pyar, Yaad Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook