Hamesha dair kar deta hoon main Wednesday, January 09, 2013 Hamesha dair kar deta hoon main har kaam karnay mein Zaroori baat kehne ho koi wada nibhana ho Usay aawaz deni ho usay wapis bulana ho Hamesha dair kar deta hoon main Madad karni ho us ki yaar ke dhaarus bundhaana ho Bohat dayreena rastoon par kisi se milney jana ho Hamesha dair kar deta hoon main Budaltay mausmon ke sair maein dil ko lagana ho Kisi ko yaad rakhna ho kisi ko bhool jana ho Hamesha dair kar deta hoon main Kisee ko maut se pehlay kisi ghum se bachana ho Haqeeqat aur thi kuch us ko jaa kay yeh batana ho Hamesha dair kar deta hoon main har kaam karnay mein WARM REGARDS Collecting By : Akhtar khatri *****help what we can with others in need...the world is ONE big family***** Hello Friends, Reader All Yahoo! Group Member Others, We have to inform you that I celebrated the first anniversary Of Beautiful Shayari Group. we are celebrating the poetry festival on 20 to 26 January 2012. In this week we'll send some special e-mails. like all types Shayaries, Thoughts and Wallpaper etc. Special Week Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Akhtar Khatri, Bewafa, Collection Shayari, Dard Shayari, Gazal, Shayari Festival Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook