Aks-E-Khushboo Hoon Bikharnay Say Na Rokay Koi Tuesday, May 20, 2014 Aks-E-Khushboo Hoon Bikharnay Say Na Rokay KoyeeAur Bikhar Jaon To Mujh Ko Na Samaitay KoyeeeKamp Uthtee Hoon Mein Ye Soch Kay Tanhayee MeinMeray Chehray Per Tera Naam Na Perh Lay KoyeeJiss Tarah Khwab Meray Ho Gaey Raiza RaizaUss Tarah Say Na Kabhee Toot Kay Bikharay KoyeeMein To Uss Din Say Hirasaan Hoon Kay Jab Hukm MilayKhushk Phoolom Ko Kitaaboon Mein Na Rokay KoyeeAb To Iss Raah Say Woh Shakhs Guzarta Bhee NaheenAb Kis Umeed Pay Derwazay Say Jhankay KoyeeKoyee Aahat Koyee Awaz Koyee Chaap NaheenDil Kee Galiyaan Baree Sunsaan Hein Aaey KoyeeWARM REGARDS & Collecting By :Akhtar Khatri*****Help What We Can With Others In Need...The World Is ONE Big Family***** Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Akhtar Khatri, Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Intezar, Pyar, Tamanna Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook