Bhanwar Main Her Ghari Rehna... Thursday, May 22, 2014 Bhanwar Main Her Ghari Rehna Mohobat Rog Hay Dil KaTumhain Thha Bas Yehi Kehna Mohobat Rog Hay Dil KaZamanay Bhar Main Bikhray Hain Mazar-E-Ishq K ManzarUnhi Kutbon Ko Pardh Laina Mohobat Rog Hay Dil KaTumhara Saath Chaha Tau Milay Aanso Umer Bhar KYunhe Aankhon Ka Num Rehna Mohobat Rog Hay Dil KaSobha Ke Arzoo Karna Bina Sooruj Ke Kirnon KPhir Soochon Main Gumm Rehna Mohobat Rog Hay Dil KaKabhi Tootain Tumhari Aas-O-Umeedon K Bandhan JabMujhay Tum Khud He Likh Daina Mohobat Rog Hay Dil KaNehi Rakhna Qadam Apna Kabhi Hasar-E-Ulfut MainMeray Lafzon Ko Pardh Laina Mohobat Rog Hay Dil KaTumhari Jaan Ka Sadqa Lahoo Say Main Chukaaon TauSubhe Say Tum Yehi Kehna Mohobat Rog Hay Dil KaShaukat Rukk Nehi Sakta Bahaao Chaltay Pani KaHazaron Ghum Parain Sehna Mohobat Rog Hay Dil KaWritten By :FAHEEM SAHAB*****Shared By = Banto5@Yahoo.Com***** Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Faheem, Intezar, Pyar, Tanha Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook