Mujhe Apne Zabt Pe Naaz Tha Sar-E-Raat Bazm Yeh Kya Huwa Wednesday, May 14, 2014 Mujhe Apne Zabt Pe Naaz Tha Sar-E-Raat Bazm Yeh Kya HuwaMeri Aankh Kaise Chahlak Gayi Mujhe Ranj Hai Kay Yeh Bura HuwaMeri Zindagi Kay Chiraagh Ka Yeh Mezaaj Kuch Naya NahiAbhi Roshni, Abhi Teergi Na Jalaa Huwa , Na Bhuja HuwaMujhe Koi Bhi Dushman-E-Jaan Mila Woh Pukhta'kaar Jahan MilaNa Kissi Ki Zarb Ghalat Pari Na Kissi Ka Teer Khataa HuwaMujhe Rastey Main Para Huwa Aik Ajnabee Ka Khat MilaKahiin Khoon-E-Dil Se Likha Huwa Kahiin Aanso'on Se Mitta HuwaMujhe Humsafar Bhi Mila Tu Woh Sitam Zarf Meri TarhanKayiin Manziloon Ka Thaka Huwa Kayiin Rastoon Main Lutta HuwaWARM REGARDS & Collecting By :Akhtar Khatri*****Help What We Can With Others In Need...The World Is ONE Big Family***** Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Akhtar Khatri, Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Pyar, Tamanna, Yaad Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook