shaam e gham jab bikhar gaiee hoo gee Tuesday, May 13, 2014 Shaam E Gham Jab Bikhar Gaiee Hoo GeeJanay Kis Kis Kay Ghar Gaiee Hoo Gee ?Itni Larzaan Na Thee Chiraagh Ke LooApnay Saye Say Dar Gayee Hoo GeeChandini Ik Shab Ke Mehmaan TheeSubah Hootay Hee Mar Gayee Hoo GeeDair Tuk Woh Khafa Rahay Mujh SayDoor Tuk Yeah Khabar Gayee Hoo GeeAik Darya Ka Rukh Badaltay HeeAik Nadee Phir Utar Gayee Hoo GeeJiss Tarhaan Woh Safar Pay Nikla ThaSaree Rounaq Udhar Gayee Hoo GeeRaat Souraj Ko Dhoondnay Kay LiyeahTa Ba Hud E Sehar Gayee Hoo GeeMairee Yadoon Kee Dhoop Chaoon MeinUss Ke Sourat Nikhar Gayee Hoo GeeYa Taluq Na Nibh Saka Uss SayYa Tabiyaat Hee Bhar Gayee Hoo GeeTairi Pal Bhar Ke Dosti RazeUss Ko Bad'naam Kar Gayee Hoo Gee..WARM REGARDS & Collecting By :Akhtar Khatri*****Help What We Can With Others In Need...The World Is ONE Big Family***** Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Akhtar Khatri, Arzoo, Collection Shayari, Dard Shayari, Dreams, Pyar, Tamanna, Yaad Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook