Kabhi Kitabon Mein Phool Rakhna Monday, August 19, 2013 Kabhi Kitabon Mein Phool Rakhna kabhi darakhton pe nam likhna hamein bhi hai yad aj tak wo nazar se harf-e-salam likhna wo chand chehre wo behki baten sulagte din the mehakti raten wo chote-chote se kagzon par muhabbaton k payam likhna gulab chehron se dil lagana wo chupke chupke nazar milana wo arzuon k khwab bunna wo qissa-e-natamam likhna mere nagar ki hasin fizao kahin jo un k nishan pao to puchna ye kahan base ho kahan hain un ka qayam likhna gai ruton mein ?Hassan? hamara bas ek hi to ye mashgala thavkisi k chehre ko subah kahna kisi ki zulfon ko sham likhna Collecting Presented By : Visit Recent Shayaries Ankho Hi Ankho main Har Pal Kisi Ka Chehra Sakoon-E-Jaan Ke Liye Meri Duniya Hai Tu Mera Sahara Hai Sanam Humare baad chali rasm-e-dosti k nahi? Phool Bhi Khilgaye Gul Se Gul Milgaye In Ankhon se Sapne Churana Nahi Share This Story Share on Facebook Share on Twitter Pin this Post Tags: Collection Shayari, Dard Shayari, Gazal, Hasan Rizvi, Intezar, Pyar, Smart Boy Newer Post Older Post You Might Also Like 0 blogger-facebook
0 blogger-facebook